Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
2.71 - 223 votes
Sad Songs
Video of this song from youtube
Lyrics of Koi Nahi Meharban - कोई नहीं मेहरबां
karar de mere maula
ke bekarar hu mai
khuda bhi jispe taras khaye
wo bahar hu mai
koi nahi meharba
mushkil me hai meri jaa
ye to bata aasma haye mai jau kaha
koi nahi meharba
mushkil me hai meri jaa
ye to bata aasma haye mai jau kaha

gam ki ghata chha gayi
taro ko nind aa gayi
gam ki ghata chha gayi
taro ko nind aa gayi
bujh gaya dil ka deeya
aisi chali aandhiya
koi nahi meharba
mushkil me hai meri jaa
ye to bata aasma haye mai jau kaha

tune diya aisa gam
ghutne laga mera dam
tune diya aisa gam
ghutne laga mera dam
maalik utha le mujhe
ya de mujhe meri jaa
koi nahi meharba
mushkil me hai meri jaa
ye to bata aasma haye mai jau kaha
haye mai jau kaha
haye mai jau kaha
lyrics of song Koi Nahi Meharban
Comments on song "Koi Nahi Meharban"
rmeshc on Wednesday, October 05, 2011
not at all a bad song.suman has sung so many good songs for b and c grade
films.
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Main Hoon Jadugar (1967)
Jairaj, Chitra, Tiwari, Sujata, Maruti, Tun TunUsha Khanna, Mubarak Begum, Meena Patki, Suman Kalyanpur, Mubarak Begum, Manna DeyNaushad PremnathJugal KishoreAmrit KapahiMain Hoon Jadugar at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type