Video of this song from youtube
Koshish Koshish Katara Katara - कोशिश कोशिश कतरा कतरा
Lyrics of Koshish Koshish Katara Katara - कोशिश कोशिश कतरा कतरा
koshish koshish katra katra
lamha lamha ji lein
halka halka bheega bheega
saawan saawan pi lein
ho jalta jalta sapna sapna palko palko si lein
dhadkan dhadkan saansein saansein
aansu aansu ji lein
ik pal mein duniya teri phir
ik pal mein duniya ka tu
ye khel tamaasha pal bhar ka
chal khel jara duniya se tu

ik pal mein duniya teri phir
ik pal mein duniya ka tu
ye khel tamaasha pal bhar ka
chal khel jara duniya se tu
chhin le raat se tu khwaab kabhi
maang le waqt se tu waqt abhi
chhin le raat se tu khwaab kabhi
maang le waqt se tu waqt abhi

chehra chehra ujla ujla roshan roshan kar de
aadha adhura panna panna
syaahi syaahi bhar de
ik pal mein duniya teri phir
ik pal mein duniya ka tu
ye khel tamaasha pal bhar ka
chal khel jara duniya se tu

ik pal mein duniya teri phir
ik pal mein duniya ka tu
ye khel tamaasha pal bhar ka
chal khel jara duniya se tu
chhin le raat se tu khwaab kabhi
maang le waqt se tu waqt abhi
chhin le raat se tu khwaab kabhi
maang le waqt se tu waqt abhi

chhin le raat se tu khwaab kabhi
maang le waqt se tu waqt abhi
chhin le raat se tu khwaab kabhi
maang le waqt se tu waqt abhi
lyrics of song Koshish Koshish Katara Katara
Comments on song "Koshish Koshish Katara Katara"
inaccio09 on Wednesday, March 02, 2011
its a good movie in my life i have ever seen
TrueCharizardTrainer on Tuesday, March 08, 2011
were can i watch this movie???
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films