Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
1.00 - 1 votes
Video of this song from youtube
Video of this song is not available at any authorized channel at YouTube right now or the channel is not allowing embedding on our website.

We will add as soon as the video of the song is available.
Lyrics of Krishna Kanhaiyya Bansi Bajaiyya - कृष्ण कन्हैया हो बंसी बजईया
krishan kanhaiya ho bansi bajaiya
krishan kanhaiya ho bansi bajaiya
tu hi hai rasiya hamara
tu hi hai rasiya hamara
krishan kanhaiya ho bansi bajaiya
dub rahi thi naav hamari
kismat se tadeer thi hari
dub rahi thi naav hamari
kismat se tadeer thi hari
treta preta aaj hara
baitha tha khamosh bechara
kahne lagi main kaun hamara
kahne lagi main kaun hamara
krishan kanhaiya ho bansi bajaiya

kaale kaale badal chhaye
door ka sahil najar na aaye
kaale kaale badal chhaye
door ka sahil najar na aaye
majbur the ham lachar the ham
milna tha dishwar kinara
kahne lagi main kaha kinara
kahne lagi main kaha kinara
krishan kanhaiya ho bansi bajaiya

dekhte the duniya wale
dubate the dubane wale
dekhte the duniya wale
dubate the dubane wale
duniya ne fir tujhe pukara
tune bhagwan ha bhagwan
tune bhagwan paar utara
kahne lagi main tujhse hara
kahne lagi main tujhse hara
krishan kanhaiya ho bansi bajaiya
krishan kanhaiya ho bansi bajaiya
krishan kanhaiya ho bansi bajaiya
lyrics of song Krishna Kanhaiyya Bansi Bajaiyya
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer
Shadi Se Pehle (1947)
Rajan, Ranjanan, Rajan Nane, Vasant ThegdiMukhram SharmaKarnad, PaigankarD D Adhikari, Raja NeneRaja Nene
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type