Video of this song from youtube
Videos of this song are available at YouTube, however embedding of these videos is not available.
You can visit these YouTube links for videos of the song:
https://www.youtube.com/watch?v=vTjH8kQ4hbA
Advertisement
Krishna Sudama (Part-3) - अंतर्यामी जान कर, मित्र हृदय की बात
SingerMahendra Kapoor
Music byShankar Jaikishan
LyricistBharat Vyas
Actor
Category
MovieKrishna Krishna (1986)
Lyrics of Krishna Sudama (Part-3) - अंतर्यामी जान कर, मित्र हृदय की बात
antryaami jaan kar, mitr hridya ki baat
chaaval ki wo potali, khinchi apne haath
pahli muththi jab chaval ki
prbhu ne muh me daali
rang mahal ban gayi jhopadi
din sudama vaali
aur dusri muththi ka
jab prbhu ne bhog lagaya
ann dhan se bhandar bhara
apna aeshvary lutaaya
aur tisari muththi par
rukhmdi ne pakdi baanh
kaha prbhu kya tumhe hui
nij lakshmi ki anchaah
kaisi maya aapki, ye kaisa hai milaap
karat sudama aap hi, hot sudaama aap
ek ore lakshmi pati, ek ore kangaal
khub nibhaai mitrta, dhany dhany gopaal
prbhu dwaarikanaaht ki, ham lila darshaate hain
prbhu dwaarikanaaht ki, ham lila darshaate hain
krishan sudama ke jivan ki hain
katha sunaate hai, katha sunaate hain
krishan dukhiyon ke dindayaal
bolo re dhany dhany gopaal
krishan dukhiyon ke dindayaal
bolo re dhany dhany gopaal
krishan dukhiyon ke dindayaal
bolo re dhany dhany gopaal
krishana krishana krishana krishana krishana
chaaval ki wo potali, khinchi apne haath
pahli muththi jab chaval ki
prbhu ne muh me daali
rang mahal ban gayi jhopadi
din sudama vaali
aur dusri muththi ka
jab prbhu ne bhog lagaya
ann dhan se bhandar bhara
apna aeshvary lutaaya
aur tisari muththi par
rukhmdi ne pakdi baanh
kaha prbhu kya tumhe hui
nij lakshmi ki anchaah
kaisi maya aapki, ye kaisa hai milaap
karat sudama aap hi, hot sudaama aap
ek ore lakshmi pati, ek ore kangaal
khub nibhaai mitrta, dhany dhany gopaal
prbhu dwaarikanaaht ki, ham lila darshaate hain
prbhu dwaarikanaaht ki, ham lila darshaate hain
krishan sudama ke jivan ki hain
katha sunaate hai, katha sunaate hain
krishan dukhiyon ke dindayaal
bolo re dhany dhany gopaal
krishan dukhiyon ke dindayaal
bolo re dhany dhany gopaal
krishan dukhiyon ke dindayaal
bolo re dhany dhany gopaal
krishana krishana krishana krishana krishana
Krishna Krishna (1986) - Movie Details
Film CastJayashree Gadkar, Vidya Sinha, Biswajeet, Dara Singh, Anita Guha, Sudhir DalviSingerAsha Bhosle, Mahendra Kapoor, Anwar, Sharda, Chandrani MukherjeeLyricistBharat Vyas, Upendra JhaMusic ByShankar JaikishanDirectorChandra KantProducerUpendra JhaExternal LinksKrishna Krishna at IMDB YouTubeKrishna Krishna at YT
Advertisement
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name ((Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement

