Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
3.67 - 12 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Kuch Bhi Ho Sakta Hai - कुछ भी हो सकता है
phutpatho pe jo sota tha akhbaro pe ab chapta hai
kal tak jo criminal tha ab tv pe dikhta hai
girgit hai ke mukaddar rang yu badalta hai
jam kuch bhi ho sakta hai jam kuch bhi ho sakta hai
jam kuch bhi ho sakta hai jam kuch bhi ho sakta hai

jo sapna tune dekha wo sabne hi hai dekha
aisa kya kiya hai sale tune hi naya
jo fitrat hai na teri wo masuka hai teri
uske piche tu gaya to kya bura kiya
khai jo mat dikhi aukat ye halat badlenge abe
jam kuch bhi ho sakta hai jam kuch bhi ho sakta hai
jam kuch bhi ho sakta hai jam kuch bhi ho sakta hai

tu dil ki thali me jyada hi likhta hai
fokut ki daru pe gum jyada jhalakta hai
chipkali ki tarah rengta sarakta hai
jam kuch bhi ho sakta hai jam kuch bhi ho sakta hai
jam kuch bhi ho sakta hai jam kuch bhi ho sakta hai
jam kuch bhi ho sakta hai jam kuch bhi ho sakta hai
jam kuch bhi ho sakta hai jam kuch bhi ho sakta hai
lyrics of song Kuch Bhi Ho Sakta Hai
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Inkaar (2013)
Arjun Rampal, Chitrangda Singh, Gaurav Dwivedi, Sandeep Sanchdev, Deepti Naval, Vipin Sharma, Shivani Tanksale, Mohan Kapoor, Rehana SultanSwanand Kirkire, Shantanu Moitra, K Mohan, Suraj Jagan, Monali ThakurSwanand KirkireShantanu MoitraSudhir MishraPrakash JhaInkaar at IMDB      Inkaar at WikipediaInkaar at YouTube    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type