Lyrics of Kuch Kuch Hone Laga, Mera Dil Khone Laga, Aji Mujhe Pyar Huaa - कुछ कुछ होने लगा मेरा दिल खोने लगा
kuch kuch hone laga mera dil khone laga
aji mujhe pyar hua ha ye kya hone laga
ha ye kya hone laga
kuch kuch hone laga mera dil khone laga
aji mujhe pyar hua ha ye kya hone laga
ha ye kya hone laga kuch kuch hone laga
aaj ye kiski ada mujhko tadpane lagi
kyu najar jhukne lagi chal lahrane lagi
cha gaya dil pe mere ek andaz naya
dubkiya lene laga dil me ek raz naya
dil me ek raz naya
kuch kuch hone laga mera dil khone laga
aji mujhe pyar hua ha ye kya hone laga
ha ye kya hone laga kuch kuch hone laga
dekh hamse na chipa ye hasi raz hai kya
hamse aankhe to mila iska jara naz hai kya
dekh mat ched mujhe mujhko itna sa sata
ye mera hal hai kya haye kuch tu hi bata
haye kuch tu hi bata
kuch kuch hone laga mera dil khone laga
aji mujhe pyar hua ha ye kya hone laga
ha ye kya hone laga kuch kuch hone laga
A memorably pleasant , no-nonsense song by Nayyar