Lyrics of Kuch Lamhe The (Mithi Boliya) - कुछ लम्हे थे अल्फाज़ थे अरमान थे फिजा में
kuchh lamhe the alfaz the arman the fiza me
kabhi sahme the makkar the jana kidhar na jane
mithi boliya sun lo aasmani rango ki
mithi boliya sun lo bejubani lamho ki
girte sambhalte chalte ladkhadaye
ha magar hausla na dagmagaye
arman ki patang ko udaye udaye
ae zindagi hame saubto ka nasha hai, ye saubte yaaro ki
ae zindagi hame hosh ki na tu dawa de, dua de dua de
mithi boliya sun lo aasmani rang ki
mithi boliya sun lo bejubani lamho ki
sapno ke sapno ke pichhe ye chale pichhe ye chale
raaho me hai yaado ka pehra
sulga ke sulga ke kaali si raat kaali si raat
layenge ye ujla savera
ujla savera ujla savera ujla savera ujla savera
girte sambhalte chalte ladkhadaye
ha magar hausla na dagmagaye
arman ki patang ko udaye udaye
ae zindagi hame saubto ka nasha hai, ye saubte yaaro ki
ae jindagi hame hosh ki na tu dawa de, dua de dua de
mithi boliya sun lo aasmani rang ki
mithi boliya sun lo bejubani lamho ki
great picturisation...the way he has depicted friendship in this song is just so beautiful.i am sure everyone here would agree that they might hav experienced this kind of moment with their friends...simple yet so touching...especially that part where they take a dive in the waters ...the entire crowd where i was watchin the movie were all clapping and whistling during that scene..