Video of this song from youtube
Lyrics of Kuchh Na Kaho, Kuchh Bhi Na Kaho - कुछ ना कहो, कुछ भी ना कहो
kuchh na kaho kuchh bhi na kaho
kuchh na kaho kuchh bhi na kaho kya kahna hai kya sunna hai
mujhko pata hai tumko pata hai samay ka ye pal tham sa gaya hai
aur is pal me koi nahi hai bas ek mai hun bas ek tum ho
kuchh na kaho kuchh bhi na kaho

khoyi sab pahchane khoye sare apne
samay ki chhalni se gir girke khoye sare sapne
khoye sab pahchane khoye sare apne
samay ki chhalni se gir girke khoye sare sapne
aur is pal me koi nahi hai bas ek mai hun bas ek tum ho
kuchh na kaho kuchh bhi na kaho

hamne jab dekhe the sundar komal sapne
phul sitare parbat badal sab lagte the apne
hamne jab dekhe the sundar komal sapne
phul sitare parbat badal sab lagte the apne
aur is pal me koi nahi hai bas ek mai hun bas ek tum ho
kuchh na kaho kuchh bhi na kaho kya kahna hai kya sunna hai
mujhko pata hai tumko pata hai samay ka ye pal tham sa gaya hai
aur is pal me koi nahi hai bas ek mai hun bas ek tum ho
lyrics of song Kuchh Na Kaho, Kuchh Bhi Na Kaho
Comments on song "Kuchh Na Kaho, Kuchh Bhi Na Kaho"
niyantnshah on Sunday, April 04, 2010
superb and mind blowing song is this...there is no any songs like this
nice786786 on Wednesday, February 09, 2011
romantic n soft track n music is awesome ..lovely song
Babloo Seshadri on Friday, June 07, 2013
what a song ... Very soothing and nice to listen to
TheSoul2soulconnecti on Tuesday, April 26, 2011
kuch na kaho ..kuch bhi na kaho! kia kehna hai ...kia kehna hai...ki sunna
hai! mujhe ko pata hai tum ko pata hai! samey ka ya pal tham sa gaya hai!
aur is pal main koi nahi hai...bass aik mein hoon..bass aik tum ho! Don't
say anything...nothing at all! What is there to say...what is there to
listen! I know! You know! This moment in time has come to a halt and in
this momentarily pause, it is just me and it is just you who exist...
Chetan Bhavsar on Tuesday, September 21, 2010
One of the Best composition by Panchamda with Kumar Sanu..1942 was the
last movie of Panchamda's as music director. I see two people rated thumbs
down.which are the dumbest person in the world. they must learn ABC of
music and sa re ga ma pa..
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
1942 A Love Story (1994)
Anil Kapoor, Jackie Shroff, Manisha Koirala, Anupam Kher, Danny Denzongpa, Chandni, Pran, Pramod Moutho, Aashish Vidyarthi, Manohar Singh, Raghuveer Yadav, Sushma Seth, Gopi Desai, Shakti Singh, Brain Glover, Uday Chandra, Kamal Chopra, Shiv Kumar Subramaniam, Shashank Dabral, Amar, Yusuf, Durga, Ishwar, Rohit, SanjayKavita Krishnamurthy, Kumar SanuJaved AkhtarR D BurmanVidhu Vinod ChopraVidhu Vinod Chopra1942 A Love Story at IMDB      1942 A Love Story at Wikipedia
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type