Video of this song from youtube
Advertisement
Kunwari Saheli Tu Kya Jaane - कुंवारी सहेली तू क्या जाने
SingerSapna Mukherjee, Poornima Shah
Music byS Surendra
LyricistS K Chand
ActorNeha Kapoor, Reema, Arjun Thapar, Jitendra Sahni
Category
MovieSaanson Ki Sargam (1991)
Lyrics of Kunwari Saheli Tu Kya Jaane - कुंवारी सहेली तू क्या जाने
kunwari saheli tu kya jaane
shadi ka maza kuchh aur hai
shadi ka nasha kuchh aur hai
kunwari saheli tu kya jaane
shadi ka maza kuchh aur hai
shadi ka nasha kuchh aur hai
sach sach bol goriye
shadi ka kya maza hai
shadi ka kya nasha hai
mera chand har raat jalwe dikhaye
main ghunghat girau wo ghunat uthaye
is girane aur uthane ka maza kuchh aur hai
kunwari saheli tu kya jaane
shadi ka maza kuchh aur hai
shadi ka nasha kuchh aur hai
kabhi moz me aake mujhko sataye
kare jora jori mujhe wo rulaye
is satane aur rulane ka maza kuchh aur hai
kunwari saheli tu kya jaane
shadi ka maza kuchh aur hai
shadi ka nasha kuchh aur hai
wo raato ko uth uth ke panv dabaye
main ruthu to sine se apne lagaye
is dabane aur lagane ka maza kuchh aur hai
kunwari saheli tu kya jaane
shadi ka maza kuchh aur hai
shadi ka nasha kuchh aur hai
shadi ka maza kuchh aur hai
shadi ka nasha kuchh aur hai
kunwari saheli tu kya jaane
shadi ka maza kuchh aur hai
shadi ka nasha kuchh aur hai
sach sach bol goriye
shadi ka kya maza hai
shadi ka kya nasha hai
mera chand har raat jalwe dikhaye
main ghunghat girau wo ghunat uthaye
is girane aur uthane ka maza kuchh aur hai
kunwari saheli tu kya jaane
shadi ka maza kuchh aur hai
shadi ka nasha kuchh aur hai
kabhi moz me aake mujhko sataye
kare jora jori mujhe wo rulaye
is satane aur rulane ka maza kuchh aur hai
kunwari saheli tu kya jaane
shadi ka maza kuchh aur hai
shadi ka nasha kuchh aur hai
wo raato ko uth uth ke panv dabaye
main ruthu to sine se apne lagaye
is dabane aur lagane ka maza kuchh aur hai
kunwari saheli tu kya jaane
shadi ka maza kuchh aur hai
shadi ka nasha kuchh aur hai
Saanson Ki Sargam (1991) - Movie Details
SingerBabla Mehta, Jayashree Shivaram, Anuradha Paudwal, Shabbir Kumar, Kavita Krishnamurthy, Sapna Mukherjee, Poornima ShahLyricistS K Chand, Anand TripathiMusic ByS SurendraExternal LinksSaanson Ki Sargam at IMDB
Advertisement
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name ((Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement

