Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - Kurane Pak Tujhko Aaj
4.40 - 5 votes
Raza Murad
Video of this song from youtube
Lyrics of Kurane Pak Tujhko Aaj - कुराने पाक तुझको आज
roj savere uthkar bheju jise hajaar salaam
vo hai mera kuraan jisse jinda hai islaam
jisse jinda hai islaam

kurane paak tujhko aaj kurane paak tujhko aaj
kurane paak tujhko aaj kurane paak tujhko aaj
apne bando ko rasta dikhana hai
apne bando ko rasta dikhana hai
aur humpe karam farmana hai
aur humpe karam farmana hai
kurane paak tujhko aaj kurane paak tujhko aaj

jo momin tujhko padta hai vo allah ka pyara hai
jo momin tujhko padta hai vo allah ka pyara hai
ghar me jo tujhko rakhta hai ghar jannat ban jata hai
ghar me jo tujhko rakhta hai ghar jannat ban jata hai
aur khuda ne tujhko jamin pe bheja
khuda ne tujhko jamin pe bheja
jare jare ko roshan banana hai
jare jare ko roshan banana hai
aur hampe karam farmana hai
aur hampe karam farmana hai
kurane paak tujhko aaj
kurane paak tujhko aaj

mohammed ali aur peer paiyambar
sabne tujhko chuma hai
mohammed ali aur peer paiyambar
sabne tujhko chuma hai
duniya ka har khwaja tujhko sar pe lekar jhuma hai
duniya ka har khwaja tujhko sar pe lekar jhuma hai
main bhi ya rab jhum raha hu
main bhi ya rab jhum raha hu allah
aaj tere hukum ko bajana hai
aaj tere hukum ko bajana hai
aur hampe karam farmana hai
aur hampe karam farmana hai
kurane paak tujhko aaj
kurane paak tujhko aaj

khuda ki shan hai tu
mera imaan hai tu meri to jaan hai tu
musalma ki pehchan hai tu
musalma ki pehchan hai tu
musalma ki pehchan hai tu
musalma ki pehchan hai tu
musalma ki pehchan hai tu
musalma ki pehchan hai tu
alla hu musalma ki pehchan hai tu
alla hu musalma ki pehchan hai tu
alla hu musalma ki pehchan hai tu
alla hu musalma ki pehchan hai tu
lyrics of song Kurane Pak Tujhko Aaj
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Bandook Dahej Ke Seeney Par (1989)
Shashi Kapoor, Sonika Gill, Anita Kanwar, Prema Narayan, Sadashiv Amrapurkar, Alok Nath, GulshanKavita Krishnamurthy, Shabbir Kumar, Jayashree Shivaram, Shailendra SinghJugal Kishore Tilak RajRamgopal GuptaRoopesh GuptaBandook Dahej Ke Seeney Par at IMDB      Bandook Dahej Ke Seeney Par at YouTube    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type