Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - Kya Baat Hai
4.00 - 2 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Kya Baat Hai - क्या बात है
kya baat hai tu saath hai
kya baat hai tu saath hai
are bolo dil kya kehta hai
dil kehta hai dil ke andar
ek deewana rehta hai
kya baat hai tu saath hai
kya baat hai tu saath hai
ye dhadkan kya kehti hai
is dhadkan mein ek deewani
aati jaati rehti hai
kya baat hai tu saath hai
kya baat hai tu saath hai

bolo bhala saawan
ka mausam kab aata hai
jab tu zulfe khole
saawan tab aata hai
ab ye bataa mere saathiya
kyun kangna khan khan karta hai
mujhko bhi to lagta hai ke
ye bhi jaanam jaanam kehta hai
kya baat hai tu saath hai
kya baat hai tu saath hai

charno mein kyu hoti
hai bharpoor rawaani
are pyar mein jaise hoti hai
betaab jawaani
kuch uljhan hai kuch tadpan hai
kyun dil mein halchal hoti hai
kehne sunne mein kya hai
yeh umar hi paagal hoti hai
kya baat hai tu saath hai
kya baat hai tu saath hai

pyaar kise kehte hai
tum khulkar samjaao
achha jo puchhun
mujhko sach sach batlaao
kya neend nahi aaye
ha neend nahi aaye
kya chain nahi aaye
haan chain nahi aaye
khaana peena na suhaaye
khaana peena na suhaaye
meri yaad sataye teri yaad sataye
kamaal hai kamaal hai
are yahi to mera bhi haal hai
hum tum dono ka dil saajan
pyaar se maala maal hai
kya baat hai tu saath hai
kya baat hai tu saath hai
are bolo dil kya kehta hai
dil kehta hai dil ke andar
ek deewana rehta hai
kya baat hai tu saath hai
kya baat hai tu saath hai
lyrics of song Kya Baat Hai
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Sultaan (2000)
Dharmendra, Jack Gaud, Tej Sapru, Mukesh Rishi, Raza Murad, Mithun ChakrabortyBappi LahiriT L V PrasadAmit KumarSultaan at IMDB      Sultaan at WikipediaSultaan at YouTube     |    Sultaan at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type