Video of this song from youtube
Advertisement
Kya Bura Kiya - क्या बुरा किया
thumb coming soon

3.00 - 1 votes
Lyrics of Kya Bura Kiya - क्या बुरा किया
aankho me shole hai jalta badan
sanso me garmi seene me agan
aankho me shole hai jalta badan
sanso me garmi seene me agan
tujhe yaad kiya kya bura kiya
tera naam liya kya bura kiya
tere khatir jaan gawayi
kya bura kiya, kya bura kiya
ishq kiya kya bura kiya
ishq kiya kya bura kiya

tera husn jwala bahti madhushala
bahka bahka har peene wala
teri aankho se hai nasha kiya
teri yaado ko hai juda kiya
kya bura kiya, kya bura kiya, hai bura kiya
tujhe yaad kiya kya bura kiya
tera naam liya kya bura kiya

teri mast jawani kar de diwani
tera kata mange kabhi na pani
teri mast jawani kar de diwani
tera kata mange kabhi na pani
teri mast ada ne hila diya
tune jahar ka pani pila diya
kya bura kiya, kya bura kiya
hai bura kiya, kya bura kiya
ishq kiya kya bura kiya
ishq kiya kya bura kiya
tujhe yaad kiya kya bura kiya
tera naam liya kya bura kiya
lyrics of song Kya Bura Kiya
Advertisement
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement