Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.17 - 24 votes
Aftab Shivdasani, Shriya SaranRomantic Songs
Video of this song from youtube
Lyrics of Kya Haal Hai - क्या हाल है
mohabbat mein kitne hai betaab hum
tumhe kya bataye kya bataye sanam, kya bataye sanam
tumhe kya bataye kya bataye o sanam kya bataye sanam
aapse hi sajna chudi payal kangana
aapse hi sajna chudi payal kangana
aapse hi mere pyar ka ye gehna
kya haal hai is mere dil ka, kya dard hai meri mushkil ka
kya haal hai is mere dil ka, kya dard hai meri mushkil ka
mohabbat mein kitne hai betaab hum
tumhe kya bataye kya bataye sanam, kya bataye sanam
tumhe kya bataye kya bataye o sanam kya bataye sanam
kya haal hai is mere dil ka, kya dard hai meri mushkil ka
mohabbat mein kitne hai betaab hum
tumhe kya bataye kya bataye sanam, kya bataye sanam
tumhe kya bataye kya bataye o sanam kya bataye sanam

hum kitne tanha the, ek suna lamha the
hum kitne tanha the, ek suna lamha the
tum jo mile to har dhadkan mein aawaz aayi
jannat payi o saajna o saajna
aapse hi saanse, aapse hi dhadkan
aapse hi chaahat, aapse hi bandhan
tu hi nisha meri manjil ka, kya dard hai meri mushkil ka
mohabbat mein kitne hai betaab hum
tumhe kya bataye kya bataye sanam, kya bataye sanam
tumhe kya bataye kya bataye o sanam kya bataye sanam

hum tumpe marte hai, ishk tumhe karte hai
hum tumpe marte hai, ishk tumhe karte hai
tum ne dikhaye kitne hi sapne
kitne hi arma bhul naa jaana o saajna o saajna
keh rahi hai aankhe naa kate ab raate
keh rahi hai bindiya o re chhupi hai nindiya
aashik hu tere main is dil ka, kya dard hai meri mushkil ka
mohabbat mein kitne hai betaab hum
tumhe kya bataye kya bataye sanam, kya bataye sanam
tumhe kya bataye kya bataye o sanam kya bataye sanam
tumhe kya bataye kya bataye sanam, kya bataye sanam
tumhe kya bataye kya bataye o sanam kya bataye sanam
tumhe kya bataye kya bataye sanam, kya bataye sanam
kya bataye sanam, kya bataye sanam, kya bataye sanam
lyrics of song Kya Haal Hai
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Shukriya (2004)
Aftab Shivdasani, Shriya Saran, Anupam Kher, Rati Agnihotri, Rana Jung Bahadur, Indraneil Sengupta, Aarti MehtaAlka Yagnik, Udit Narayan, Anuradha Paudwal, Kumar Sanu, Sonu Nigam, Shreya Ghoshal, K K, Sunidhi ChauhanSameerHimesh Reshammiya, Shekhar Ravjiani, Vishal Dadlani, Devendra, Yogendra, Raju RaoAnupam SinhaVibha Bhatnagar, Ragini SonaShukriya at IMDB      Shukriya at Wikipedia
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type