Video of this song from youtube
Lyrics of Pyar Ki Dagar Pe Koi Tujhe Le Chala - प्यार की डगर पे कोई तुझे ले चला
kya huya ye mujhe kya huya
kya pata jane kyu machal raha hai aaj dil mera
pyar ki dagar pe koi tujhe le chala kon hai
wo kon hai hume bhi to bata kya huya
sans sans bekraar hai jaise tere dil ke par hai
haye jiski mithi mithi hai jalan ye wo madhbhara bukhar hai
mat kisi ko bata chhup sake to chhupa

kya huya ye mujhe kya huya
kya pata jane kyu machal raha hai aaj dil mera
pyar ki dagar pe koi tujhe chala kon hai
wo kon hai hume bhi to bata kya huya
din me tujhko khawab aayenge aur rat bhar jagayenge
dur ye kasak jo yu bani rahi haye hum to mar hi jayenge
dhadke dil har ghadi haye ye kya bebasi
pyar ki dagar pe koi tujhe le chala kon hai

wo kaun hai hume bhi to bata kya huya ye mujhe kya huya
kya pata jane kyu machal raha hai aaj dil mera kya huya
is nashe ka kya utar hai is nadi ka koi par hai
rog ye to lailaz hai ha isi ka naam pyar hai
roz hota nahi hoke mitta nahi kya huya ye mujhe kya huya
kya pata jane kyu machal raha hai aaj dil mera
pyar ki dagar pe koi tujhe le chala kon hai
wo kon hai hume bhi to bata kya huya
lyrics of song Pyar Ki Dagar Pe Koi Tujhe Le Chala
Comments on song "Pyar Ki Dagar Pe Koi Tujhe Le Chala"
apparaoarani on Tuesday, July 19, 2011
She is Chanchal ( Madhubala's sister ) dancing with Padmini. She acted in Mother India also . Can be seen in the Shamshadbegam song " Gaadi waale Gaadee dheere jhaak re " ( Available in UT ) Paired with Sunil Dutt. - Arani Apparao - Hyderabad-A.P.
Maruti Rao V on Tuesday, April 23, 2013
The exit music is just breathtaking with those scores of violins and racing
accordions pumping our adrenaline high into our veins. What music,what
singing, what dancing. Just fabulous. Is there anything better than this in
the music world!
Chiman Jagani on Tuesday, September 27, 2011
Album: Jis Desh Mein Ganga Behti Hai Year: 1960 Track: Kya Hua Yeh Mujhe
Kya Hua Singer: Lata Asha Album Star Cast: RajKapoor Padmini Pran Track
Star Cast: RajKapoor Padmini
aceji on Monday, January 28, 2013
LATAJI and ASHAJI singing on POWERFUL melody by SHANKER-JAIKISHEN and acted
on brilliantly by PADMINI and CHANCHAL,Madhubals's sister.
Murtuza H on Sunday, May 17, 2015
@ Maruthi Rao V: I liked your (as also of all others) comment born out of a
feeling of extreme bliss very much.
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Jis Desh Men Ganga Behti Hai (1961)
Raj Kumar, Padmini, Pran, Lalita Pawar, Tiwari, Nana Palsikar, Chanchal, Raj Mehra, Nayampali, Vishwa Mehra, Sulochana Chatterjee, Babu Rao, S K Singh, Ratan, Mohd Ali, Anwaribai, Sadhana, Azim, AmarAsha Bhosle, Geeta Dutt, Lata Mangeshkar, Mahendra Kapoor, Manna Dey, MukeshHasrat Jaipuri, ShailendraDattaram Wadkar, Shankarsinh Raghuwanshi, Jaikishan Dayabhai PankalRadhu KarmarkarRaj KapoorJis Desh Men Ganga Behti Hai at IMDB      Jis Desh Men Ganga Behti Hai at WikipediaJis Desh Men Ganga Behti Hai at YouTube    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type