Video of this song from youtube
Kya Husn Hai - क्या हुस्न है
screen shot of song - Kya Husn Hai

4.00 - 2 votes
Singer Music by Lyricist Actor Category Movie
Lyrics of Kya Husn Hai - क्या हुस्न है
oye tauba oye tauba oye tauba kya aawaz hai
hey hey ho ho
kya husn hai kya umrr hai kya naaj hai
oye tauba oye tauba kya aawaj hai
kya husn hai kya umrr hai kya naaz hai
oye tauba oye tauba kya aawaz hai
kya husn hai

na sur na taal jaruri hai na bol na chal jaruri hai
na sur na taal jaruri hai na bol na chal jaruri hai
bas ek kamal jaruri hai yeh solwa saal jaruri hai
solave saal ka dekho kya andaj hai
kya husn hai kya umrr hai kya naaz hai
oye tauba oye tauba kya aawaz hai kya husn hai

ladki hai ya sarangi hai sarangi nahi naarangi hai
sarangi narangi
ladki hai ya sarangi hai sarangi nahi narangi hai
ik rang nahi satrangi hai oy jaisi bhi hai changi hai
khula nahi jo ab tak yeh woh raaz hai
kya husn hai kya umrr hai kya naaz hai
oye tauba oye tauba kya aawaz hai kya husn hai

yeh kehne se kab gati hai jab gati hai tab gati hai
yeh kehne se kab gati hai jab gati hai tab gati hai
thumri thumri sab gati hai khush hoti hai jab gati hai
ab yeh kaise gaye abb naraz hai
kya husn hai kya umrr hai kya naaj hai
oye tauba oye tauba kya aawaz hai
oye tauba oye tauba kya aawaz hai
oye tauba oye tauba kya aawaz hai
oye tauba oye tauba kya aawaz hai
oye tauba oye tauba kya aawaz hai
o soniyo o makhana o aaja o aaja
lyrics of song Kya Husn Hai
Comments on song "Kya Husn Hai"
love a boy on Sunday, February 08, 2015
love this song thanks to this person who upload these
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films