Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.25 - 12 votes
Romantic Songs
Video of this song from youtube
Lyrics of Kya Kar Diya Bata To Jara Ye Dil Diwana Hua - क्या कर दिया बता तो जरा ये दिल दीवाना हुआ
kya kar diya bata do jara ye dil diwana hua
kya kar diya bata do jara ye dil diwana hua
tumhi ko mana tumhi ko chaha tumhi ko pooja
haye bolo kya kar diya bata do jara ye dil diwana hua

pucha tumhi ne to kya chahiye
hamne kaha ki wafa chahiye
daman tumhara na chodenge hum
wada wafa ka na todenge hum
wafa nibhao idhar to aao wafa nibhao idhar to aao
gale lagao haye bolo kya kar diya
bata do jara ye dil diwana hua
kya kar diya bata do jara ye dil diwana hua

dam se tumhare jawa hai bahar
tum jo kaho to karu dil nishar
tumhare siva hum kaha jayenge
yahi hum to kadmo pe mar jayenge
bade hasi ho ke dilnashi ho
bade hasi ho ke dilnashi ho mere yakin ho
haye bolo kya kar diya bata do jara ye dil diwana hua
haye kya kar diya bata do jara ye dil diwana hua

nibhana sajan dil ki har baat ko
samajhna jara dil ke jajbat ko
khabar hai mujhe teri har baat ki
kadar hai mujhe tere jajbat ki
tumhi dharam ho tumhi karam ho
tumhi dharam ho tumhi karam ho
tumhi sanam ho haye bolo kya kar diya
bata do jara ye dil diwana hua
kya kar diya bata do jara ye dil diwana hua
lyrics of song Kya Kar Diya Bata To Jara Ye Dil Diwana Hua
Comments on song "Kya Kar Diya Bata To Jara Ye Dil Diwana Hua"
TheDeepakp on Sunday, June 22, 2014
Film cast: Anil Dhawan, Aruna Irani, Bindu, Jagdeep
Singer: Kishore Kumar, Mohammed Rafi, Asha Bhosle, Usha Mangeshkar
Lyricist: Hasrat Jaipuri, Pyarelal Santoshi
Music Director: Satyam
Film Director: K Sr Das
Film Producer: Nageshwar Rao
Anil Punjabi on Friday, April 26, 2013
Very Beautifull song. Thank you very much Rafiology for sharing this song in video. THIS SONG IS ALSO AVAILABLE ON RECORD NO. (GCIL - ODEON, COLUMBIA LABELS) S.P. NO. BOEC 8860 / 64. S.P. RECORDS SE AISA MALOOM PARTA HAI KE IS FILM KA NAAM PEHLE " DO DIL DO RAASTE " RAKHA GAYA THA . KYUN KE S.P. RECORDS PEHLE '" DO DIL DO RAASTE " KE NAAM SE JAARI KIYE GAYE THAY.
Parveen Bhatia on Tuesday, December 08, 2015
is banner ki kuchh aur hindi muvyz ke naam batta deejiye please
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Rani Aur Jaani (1973)
Anil Dhawan, Aruna Irani, Bindu, JagdeepKishore Kumar, Mohammed Rafi, Asha Bhosle, Usha MangeshkarHasrat Jaipuri, Pyarelal SantoshiSatyamK Sr DasNageshwar RaoRani Aur Jaani at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type