Video of this song from youtube
Kya Karu Sine Me - क्या करूँ क्या करूँ
Lyrics of Kya Karu Sine Me - क्या करूँ क्या करूँ
kya karun kya karun
kya karun
kya karun
sine mein huk uthhti hai
ghabhrata hai dil kya karun
kya karun
sine mein huk uthhti hai
ghabhrata hai dil
laakh behlata hun
behlaya nahin jata hai dil
kya karun
kin andhere mein ho tum
is raaz se ho bekhabar
roshni hoti hai jab
nazron se milti hai nazar
nazron se milti hai nazar
aag lag uthhti hai jis dam
dil se takrata hai dil
laakh behlata hun
behlaya nahin jata hai dil
kya karun
haay ek dil ki badaulat
lut gayi duniya tamaam
is tabaahi mein tumhara
kis liye aataa hai naam
kis liye aataa hai naam
dil ko tadpaate ho tum
aur mujhko tadpaataa hai dil
laakh behlata hun
behlaya nahin jata hai dil
kya karun
kya karun sine
mein huk uthhi hai
ghabhrata hai dil
kya karun
kya karun
kya karun
sine mein huk uthhti hai
ghabhrata hai dil kya karun
kya karun
sine mein huk uthhti hai
ghabhrata hai dil
laakh behlata hun
behlaya nahin jata hai dil
kya karun
kin andhere mein ho tum
is raaz se ho bekhabar
roshni hoti hai jab
nazron se milti hai nazar
nazron se milti hai nazar
aag lag uthhti hai jis dam
dil se takrata hai dil
laakh behlata hun
behlaya nahin jata hai dil
kya karun
haay ek dil ki badaulat
lut gayi duniya tamaam
is tabaahi mein tumhara
kis liye aataa hai naam
kis liye aataa hai naam
dil ko tadpaate ho tum
aur mujhko tadpaataa hai dil
laakh behlata hun
behlaya nahin jata hai dil
kya karun
kya karun sine
mein huk uthhi hai
ghabhrata hai dil
kya karun
Comments on song "Kya Karu Sine Me"
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films


Dharmesh jee : Kia Khoobsoorat geet meethas sey bharpoor as usual sung by
Talat Sahib. Thanks for sharing.