Video of this song from youtube
Lyrics of Oye Kya Kehna Kya Jodi Hai - ओये क्या कहना क्या जोड़ी है
oye kya kahna oye kya kahna
kya kahna kya kahna kya jodi hai
oye kya kahna kya kahna kya kahna kya jodi hai
chanda jaisa bhaiya mera chandni si bhabhi
jitni bhi tarif karo ji karo ji bas thodi hai
oye kya kahna oye kya kahna
kya kahna kya kahna kya jodi hai
oye kya kahna kya kahna kya kahna kya jodi hai

ik sapno ka sehzada ik pariyo ki sehzadi
ik sapno ka sehzada ik pariyo ki sehzadi
lo ban gaye dulha dulhan dono ki ho gayi shadi
ho ye jodi banane wale ne koi kasar nahi chodi hai
oye kya kahna oye kya kahna
kya kahna kya kahna kya jodi hai
oye kya kahna kya kahna kya kahna kya jodi hai

ho yaar mubarak tumko ye madhur milan ki ghadiya
ho yaar mubarak tumko ye madhur milan ki ghadiya
bhabhi ne tumhe lagayi ye pyar bhari hathkadiya ho
tum sath janam ke bandhi ho ye kaid to lambi chaudi hai
oye kya kahna oye kya kahna
kya kahna kya kahna kya jodi hai
oye kya kahna kya kahna kya kahna kya jodi hai

o tu behan hai meri choti tu yaar hai mera pyara
tu behan hai meri choti tu yaar hai mera pyara
tum dono ne mil jul ke khela hai khel ye sara
ho tum baat hamari chhodo tum dono ki kya jodi hai
oye kya kahna oye kya kahna
kya kahna kya kahna kya jodi hai
chanda jaisa bhaiya mera chandni si bhabhi
jitni bhi tarif karo ji karo ji bas thodi hai
oye kya kahna kya kahna kya kahna kya jodi hai
oye kya kahna kya kahna kya kahna kya jodi hai
oye kya kahna kya kahna kya kahna kya jodi hai
lyrics of song Oye Kya Kehna Kya Jodi Hai
Comments on song "Oye Kya Kehna Kya Jodi Hai"
DrQIslam2 on Friday, March 09, 2012
@jeetujayasridevi I knew that she was related to lata family!
jeetujayasridevi on Friday, March 09, 2012
@DrQIslam2 she is a niece of lata mangeshkar & asha.
DrQIslam2 on Friday, March 09, 2012
Padmini Kohlapure
jeetujayasridevi on Friday, March 09, 2012
@DrQIslam2 yes
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Aisa Pyar Kahan (1986)
Jeetendra, Jaya Prada, Padmini Kolhapure, Mithun Chakraborty, Asrani, Bindu, Vinod Mehra, Manmohan Krishna, Gurubachan SinghAnuradha Paudwal, Shailendra SinghAnand BakshiLaxmikant - PyarelalVijay SadanahPradeep SharmaAisa Pyar Kahan at IMDB      Aisa Pyar Kahan at YouTube     |    Aisa Pyar Kahan at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type