Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.33 - 3 votes
Bindu, Randhir Kapoor
Video of this song from youtube
Lyrics of Kya Lenge Aap Kuch To Lena Padega - क्या लेंगे आप कुछ तो लेना पड़ेगा
aaiye are aaiye na tasrif layiye
kamal hain pahli bar aye hain hamare ghar aap
aji pahli bar hua hain apse milap
kahiye kahiye na, kahiye kahiye kahiye na
kya lenge aap kuchh to lena padega
kya lenge aap kuchh to lena padega
khidmat ka moka hame dena padega
kya lenge aap kuchh to lena padega
kya lenge aap kuchh to lena padega
maykhane wali hain paimane wali hain
ankho ki lali hain najro ki pyali hain
kya lenge aap kuchh to lena padega
kya lenge aap kuchh to lena padega

dosti na sahi dushmani hi sahi
kuchh to rista mere sath rakhiye
aap ki bat par sochungi kabhi
aap pahle meri bat rakhiye
aise hi na jane dungi aisa na chalega
kya lenge aap kuchh to lena padega
kya lenge aap kuchh to lena padega

ham hain khuda ki tarah akele
aao aao na kyu ghabrate ho
kya hamse koi khata ho gayi
kuchh naraj najar ate ho
kya lenge aap kuchh to lena padega
khidmat ka moka hame dena padega
kya lenge aap kuchh to lena padega
kya lenge aap kuchh to lena padega

apna ghar janiye gair mat maniye
baithiye thoda aram kijiye
koi paigam hain, hamse kya kam hain
saf kahiye takaluf na kijiye
aise hi na jane dungi aisa na chalega
kya lenge aap kuchh to lena padega
kya lenge aap kuchh to lena padega

ane ki fursat mili bahut dino ke bad
par badi umar hain apki abhi kiya tha yad
apke bangle par aa gayi main agar
kya karenge nahi ap khatir
dekhenge kuch yaha, milta hain kuch waha
jindagi ek soda hain akhir
aise hi na jane dungi aisa na chalega
kya lenge aap kuchh to lena padega
kya lenge aap kuchh to lena padega
maykhane wali hain paimane wali hain
akho ki lali hain najro ki pyali hain
kya lenge aap kuchh to lena padega
kya lenge aap kuchh to lena padega
lyrics of song Kya Lenge Aap Kuch To Lena Padega
Comments on song "Kya Lenge Aap Kuch To Lena Padega"
TheBindufan on Friday, August 27, 2010
I disagree with you. Bindu has danced better although she is not a good
dancer, in other movies. The camerawork is bad too.
Bilen Shrestha on Monday, August 23, 2010
one of the best dance of bindu
keramatullah1 on Friday, August 27, 2010
agreed the best bindu dance..
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Dafa 302 (1975)
Randhir Kapoor, Rekha, Premnath, Bindu, Ajit, Ashok Kumar, Aruna Irani, Madan Puri, Chandrashekhar, Mohan Choti, Faryal Manmohan, Gajanan Jagirdar, Roopesh Kumar, Murad, Namrata, Jagdish Raj, Asit SenAsha Bhosle, Kishore Kumar, Lata MangeshkarIndeevarPyarelal, Laxmikant KudalkarChand K ShrivastavaB GuptaDafa 302 at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type