Video of this song from youtube
Kya Meri Prem Kahani Nadiya Se Bichda Pani - क्या मेरी प्रेम कहानी नदियां से बिछड़ा पानी
SingerLata Mangeshkar
Music byLaxmikant Pyarelal
LyricistAnand Bakshi
ActorRajesh Khanna, Shashi Kapoor, Mumtaz
CategoryDard Bhare Geet, Sad Songs
MoviePrem Kahani (1975)
Lyrics of Kya Meri Prem Kahani Nadiya Se Bichda Pani - क्या मेरी प्रेम कहानी नदियां से बिछड़ा पानी
sharm aati hai mujhko saheli naya ghar hai mai dulhan naweli
bat man ki jo hai ek paheli rahne do ise tum paheli
kya meri prem kahani nadiya se bichada pani
nadiya se bichada pani

chhut jati hai babul ki galiya dur sanjog le jate hai
phul banti hai jab khilke kaliya tod ke log le jate hai
ek raja le aaya banake mujhe rani nadiya se bichada pani
nadiya se bichada pani
jane kis kis gali se gujarke ghar sajan ke barat aayi
sab sathi purane wahi chhute yad unki mere sath aayi
ye jo aasu hai ye hai unhi ki nishani nadiya se bichada pani
nadiya se bichada pani
gaya karti jo mayke me dulhan ab wo git yad aate hai
kis tarah yad aate hai dushman, kis tarah mit yad aate hai
jan nilkengi tab dil se yade purani nadiya se bichada pani

Comments on song "Kya Meri Prem Kahani Nadiya Se Bichda Pani"
soph6ia on Tuesday, February 09, 2010
Mumtaz is usually in orange in her songs--and she looks really good in it.
I'm going to have to create a whole "Mumtaz in orange" playlist.

s29865 on Monday, January 18, 2010
Gaya karti jo mehke me dulhan, ab who geet yaad ate hai, jis tarha yaad ate
hai dushan is tarha meet yaad ate hai, jane niklegi kab dilse yaadein purani

Choot jati hai babul ki galiya Door sanjog le jate hai Phool banti hai jab
khil ke kaliya Tor ke log le jate hai Ek raja le aya bana ke mujhe rani

Jaane kis ghali se guzar ke ghar sajan ke baraat aye Sab saathi purane wahi
choote Yaad unki mere saath aye Yeh jo ansoo hai uni kuii kahani ...

Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films

Kya Meri Prem Kahaani Nadiya Se Behta Paani Waah Jee Khus Hogaya Ye Gaana
Phir Se Dekh Ke Jeeo arungolas Jeeo I Love This Song and Thank You