Video of this song from youtube
Advertisement
Kya Toota Hai Andar Andar - क्या टूटा है अंदर अंदर
Singer Music by Lyricist Actor CategoryGhazals Movie
Lyrics of Kya Toota Hai Andar Andar - क्या टूटा है अंदर अंदर
kya tuta hai andar andar kyu chehra kumhlaya hai
kya tuta hai andar andar kyu chehra kumhlaya hai
kya tuta hai andar andar kyu chehra kumhlaya hai
tanha tanha rone walo kaun tumhe yaad aaya hai
kya tuta hai andar andar kyu chehra kumhlaya hai

chupke chupke sulag rahe the
chupke chupke sulag rahe the, yaad me unki diwane
chupke chupke sulag rahe the, yaad me unki diwane
ek taare ne tut ke yaaro
ek taare ne tut ke yaaro kya unko samjhaya hai
kya tuta hai andar andar kyu chehra kumhlaya hai

rang birangi is mehfil me
rang birangi is mehfil me tum kyu itne chup chup ho
bhul bhi jaao pagal logo
bhul bhi jaao pagal logo kya khoya kya paya hai
kya tuta hai andar andar kyu chehra kumhlaya hai

sher kaha hai khun hai dil ka
sher kaha hai khun hai dil ka jo lafzo me bikhra hai
sher kaha hai khun hai dil ka jo lafzo me bikhra hai
dil ke zakhm dikha kar humne
dil ke zakhm dikha kar humne mehfil ko garmaya hai
kya tuta hai andar andar kyu chehra kumhlaya hai

ab shahjaad ye jhuth na bolo
ab shahjaad ye jhuth na bolo wo itna bedard nahi
ab shahjaad ye jhuth na bolo wo itna bedard nahi
apni chahat ko bhi parkho
apni chahat ko bhi parkho gar ilzaam lagaya hai
kya tuta hai andar andar kyu chehra kumhlaya hai
tanha tanha rone walo
tanha tanha rone walo kaun tumhe yaad aaya hai
kya tuta hai andar andar kyu chehra kumhlaya hai
Comments on song "Kya Toota Hai Andar Andar"
muzzafar khan on Thursday, July 24, 2014
Is Ghazal ko wohi sun sakte hen aur samaj sakte hen jinke jazbaat hamesha
zinda hen.Murda dillon wale is baat ko kya jane aur kya samjen gen..
siddharthan varier on Saturday, August 16, 2014
soulful rendering from the maestro- jishnu w
Neermalamuu on Monday, October 21, 2013
Marvelous ! Love his voice !
Moby Inayet on Saturday, March 01, 2014
Excellent ! Wah!
Advertisement
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement