Video of this song from youtube
Lyrics of Kyon Aage Pichhe Dolate Ho, Bhanwaro Kee Tarah - क्यू आगे पीछे डोलते हो, भवरो की तरहा
kyu aage pichhe dolate ho, bhanwaro ki tarah
kyu dekhte ho mujhko yu besabaro ki tarah
kyu aage pichhe dolate ho, bhanwaro ki tarah
kyu dekhte ho mujhko yu besabaro ki tarah
kya mere divane ho, nahi, nahi
kya koyi parwane ho, nahi, nahi
kya mere divane ho, kya koyi parwane ho
kam kya hai mujhse, itna keh do ji jara
bol de pyar hai, khamosh kyu hai khada
ham agar hote toh bol diya hota
kyu aage pichhe dolate ho, bhanwaro ki tarah
kyu dekhte ho mujhko yu besabaro ki tarah

khidaki pe meri kyu rakhte ho ankhiya
karte ho kyu tum meri hi batiya
khidaki pe meri kyu rakhte ho ankhiya
karte ho kyu tum meri hi batiya
mere liye aate ho nahi to, git gungunate ho na na
mere liye aate ho nahi to, git gungunate ho
bat kya hai dil me tumhare tumko hi pata
chhod de ye sharam tu pas usko bula
ham agar hote toh bula liya hota
kyu aage pichhe dolate ho, bhanwaro ki tarah
kyu dekhte ho mujhko yu besabaro ki tarah

hatho me kyu hai ye sone ka kangana
tumko pehnake le jaunga angana
sajani banaoge, ha ji ha ji ha
jan bhi lutaoge, arey ha ji ha ji ha
sajani banaoge, jan bhi lutaoge
aaj ham kahte hai tumse pyar ho gaya
hath yeh thamkar kaha pe tu hai chala
apna bhi shukriya kar diya hota

ham aage pichhe dolate hai bhanwaro ki tarah
ham dekhte hai tumko yu besabaro ki tarah
kya mere divane, ha ji ha ji ha
kya koyi parwane, arey ha ji ha ji ha ji ha
kya mere divane ho, kya koyi parwane ho
aaj ham kahte hai, tumse pyar ho gaya
lyrics of song Kyon Aage Pichhe Dolate Ho, Bhanwaro Kee Tarah
Comments on song "Kyon Aage Pichhe Dolate Ho, Bhanwaro Kee Tarah"
nice32dk on Monday, January 19, 2009
Vishal Shekhar pull off a number that almost pays a homage to a song composed half a century back - 'JAWAAN HAI MOHABBAT' sung by NOORJEHAN! An amazing composition set in the 50s, it revolves around a situation in the film where Paresh Rawal and Sushmita Mukherjee sing-n-dance a la 50s style
VegHindu101 on Tuesday, January 27, 2009
I love this so much I'm tempted to dance to it. It's so cute! I've only seen the sequel to this movie so I'd never seen this song before! Love it! And to the person who uploaded the video - thanks for having dubbing that's not off!
Abdulsfromthebless on Thursday, September 02, 2010
@dragonkingofthestars the song is indian and some people who understand
indian listen to indian songs and because you got different types of
letters for the indian language
mumbaiker2001 on Tuesday, May 04, 2010
@deep388 yes absolutely right this is inspired by MADHUMATI. REMEMBER JHULMI SUNG AANKH LADI?
deep388 on Thursday, July 30, 2009
This scene seems to be very Madhumati inspired (with Vijayanthimalaji and dilip Kumar)
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Golmaal - Fun Unlimited (2006)
Ajay Devgn, Tusshar Kapoor, Arshad Warsi, Sharman Joshi, Rimi Sen, Sushmita Mukherjee, Mukesh Tiwari, Sanjay Mishra, Manoj Joshi, Vrajesh Hirjee, Farid Amiri, Paresh Rawal, Anupam Shyam, Siddharth JadhavAnushka Manchanda, Javed Ali, K K, Kunal Ganjawala, Shaan, Shekhar Ravjiani, Sneha Pant, Sunidhi Chauhan, Vishal DadlaniKumar (1), Vishal DadlaniVishal Dadlani, Shekhar RavjianiRohit ShettyDhillin MehtaGolmaal - Fun Unlimited at IMDB      Golmaal - Fun Unlimited at Wikipedia
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type