Video of this song from youtube
Video of this song is not available at any authorized channel at YouTube right now or the channel is not allowing embedding on our website.

We will add as soon as the video of the song is available.
Advertisement
Kyun Gum Sum - क्यूँ गम सुम गम सुम बेठे हो खामोश लिए
thumb coming soon

1.00 - 1 votes
Singer Music by Lyricist Actor Category Movie
Lyrics of Kyun Gum Sum - क्यूँ गम सुम गम सुम बेठे हो खामोश लिए
kyun gum sum gum sum bethe ho khamosh liye
kyun tum ko nindiya aaye na
kyun gum sum gum sum bethe ho khamosh liye
kyun tum ko nindiya aaye na
khusuboo se ghar ko saja dun main
taaron pe bistar laga dun main
khusiyon se pucho ke kis ne gum diye
kyun gum sum gum sum bethe ho khamosh liye
kyun tum ko nindiya aaye na

surmayi akhion mein andhere chhupe hain
raat ke andar se sabere muge hain
baahen pasare huye sapne khade hain
saat rango mein tere sapne range hain
rango ki barish baha dun main
kaagaz ki kasti bana dun main
leheron se puchho ke tufaan kyun diye
haan gum sum gum sum bethe ho khamosh liye
kyun tum ko nindiya aaye na

thamte hain jaake jahan mere aarozu
tujh ko bahan se aage hona hai suru
mera to bachpan tere yaadon mein khogaya
jo bhi jiya hai maine tujh mein hai jiya
maine paaliya hai jab se tujhe
sikhba nahi ye rab se mujhe
kyun bachpan ke din uss ne kam diye
kyun gum sum gum sum bethe ho khamosh liye
kyun tum ko nindiya aaye na
kyun gum sum gum sum bethe ho khamosh liye
kyun tum ko nindiya aaye na
lyrics of song Kyun Gum Sum
Advertisement
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement