Video of this song from youtube
Ladke Ki Aaj Mai Mubarakbadi - लड़के की आज मैं मुबारकबादी
Singer Music by Lyricist Actor Category Movie
Lyrics of Ladke Ki Aaj Mai Mubarakbadi - लड़के की आज मैं मुबारकबादी
ladke ki aaj mein mubarakbaadi dene aai
ladke ki aaj mein mubarakbaadi dene aai
mubarakbadi dene aai salamatbadi gane aai
mubarakbadi dene aai salamatbadi gane aai
ladke ki aaj mein mubarakbaadi dene aai
ladke ki aaj mein mubarakbaadi dene aai

chandan ka panna lai hay resham ki dori lai
kurta aur topi lai hay hasli aur kanga lai
dena sarkar more manmani murad pai
dena sarkar more manmani murad pai
ladke ki aaj mein mubarakbaadi dene aai
ladke ki aaj mein mubarakbaadi dene aai

hay ek rupaiya hay hay inke aalu hay hay
inke mana daiya ri daiya inke chacha daiya ri daiya
bachha bachha pe shove hire moti panna jaise
chand ke aas pas tara mandal chamake jaise
dena sarkar more manmani murad pai
dena sarkar more manmani murad pai
ladke ki aaj mein mubarakbaadi dene aai
ladke ki aaj mein mubarakbaadi dene aai

inhi logo ne inhi logo ne inhi logo ne
le lina le lina dupatta mera
inhi logo ne le lina le lina dupatta mera

najar lagi raja tore bangale pe
najar lagi raja tore bangale pe
najar lagi raja tore bangale pe
tore bangale pe tore bangale pe
tore bangale pe tore bangale pe
najar lagi raja tore bangale pe
najar lagi raja tore bangale pe
najar lagi raja tore bangale pe
najar lagi raja tore bangale pe

lyrics of song Ladke Ki Aaj Mai Mubarakbadi
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films