Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
3.00 - 1 votes
Mallika SherawatRemix Songs
Video of this song from youtube
Lyrics of Lafanaa Hai Lafanaa - शी इज़ अ स्नेक, शी इज़ अ वूमेन
she is a snake, she is a women
she is snake women on the prowl
she is in search of a lover
she can hisss, she can ground

lafanaa hai lafanaa yeh aashiqui
zarre zarre mein pinah yeh aashiqui
intedah hai inteha yeh aashiqui
zinda rehne ki wajah hai ashiqui
kaise main tujhko bhula doon
har pal main tujhko sada doon
aa khud ko tujhpe mita doon mujhe aazma
lafanaa hai lafanaa yeh aashiqui
zarre zarre mein pinah yeh aashiqui

harshe mein tera nazaara, aaja kahin se tu aaja
tere bina jeena yahan, jeena mera dushvaar hua
lamha lamha mujhe hai tujhse nisbat ho jaana
saari umar tu mujhe de teri kurbat o jaana
kaise main tujhko bhula doon
har pal main tujhko sada doon
aa khud ko tujhpe mita doon mujhe aazma

lafanaa hai lafanaa yeh aashiqui
zarre zarre mein pinah yeh aashiqui

tu meri subah ka taara, mere falak se tu na jaa
tu hi toh hai, tu hai mera, bas ek mera gum faar yahan
jaaga jaaga rahe tu mujh mein har dum oh jaana
bheega bheega hai mere dil ka mausam oh jaana
kaise main tujhko bhula doon
har pal main tujhko sada doon
aa khud ko tujhpe mita doon mujhe aazma
hisss

lafanaa hai lafanaa yeh aashiqui
zarre zarre mein pinah yeh aashiqui
intedah hai inteha yeh aashiqui
zinda rehne ki wajah hai ashiqui
kaise main tujhko bhula doon
har pal main tujhko sada doon
aa khud ko tujhpe mita doon mujhe aazma

hisss
lyrics of song Lafanaa Hai Lafanaa
Comments on song "Lafanaa Hai Lafanaa"
khansaab02 on Sunday, October 24, 2010
sick tune thanks for uploading...
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Hisss (2010)
Mallika Sherawat, Irrfan Khan, Jeff Douchette, Divya Dutta, Raman Trikha, Javed RizviShreya Ghoshal, Shruti Haasan, Mallika Sherawat, Shweta Pandit, Sunidhi ChauhanSameer, Shruti Haasan, Mallika Sherawat, Shweta Pandit, Shraddha Pandit, Sayeed QadriAnu MalikJennifer LynchGovind Menon, Vikram Singh, William KeenanHisss at IMDB      Hisss at WikipediaHisss at YouTube     |    Hisss at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type