Video of this song from youtube
Lahoo Banke Aansu Barasne Lage - लहू बनके आंसू बरसने लगे
SingerAlka Yagnik, Shabaab Sabri, Sonu Nigam
Music bySajid Wajid
LyricistJalees Sherwani
ActorSalman Khan
CategorySad Songs
MovieMujhse Shaadi Karogi (2004)
Lyrics of Lahoo Banke Aansu Barasne Lage - लहू बनके आंसू बरसने लगे
rabba mere rabba
rabba mere rabba yeh kya ho gaya hai
mera yaar mujhse judaa ho gaya hai
juda ho gaya hai
dil apna dena khata ho gaya hai
tujhe pyar karna saza ho gaya hai
saza ho gaya hai
tujhe is tarah se yaad karne lage hai
tujhe is tarah se yaad karne lage hai
lahu banke aansu barasne lage hai
lahu banke aansu barasne lage hai
mohabbat se hum bhi ab to darne lage hai
mohabbat se hum bhi ab to darne lage hai
lahu banke aansu barasne lage hai
lahu banke aansu barasne lage hai
yeh judaai beqarari hay yeh majburiya
har kadam par sath hogi ab meri tanhaaiya
ab zamaana jaan lega pyar ki dushvaariya
meri dushman ban gayi hai meri hi parchhaiya
khushi ke liye hum ab tarasne lage hai
khushi ke liye hum ab tarasne lage hai
lahu banke aansu barasne lage hai
lahu banke aansu barasne lage hai
ho gaye hum kitne tanha pyar mein dil har ke
das rahi hai yeh judaai bin sajan bin pyar ke
yaad humko aa rahe hai chaar din voh pyar ke
voh adaaye voh sharaarat hay jalwe yaar ke
judaai ke gham bhi mujhpe hasne lage hai

Comments on song "Lahoo Banke Aansu Barasne Lage"
mahimeshi1 on Monday, March 15, 2010
@queenzeher yaa dear so to hai islye dil apnay pas hy rakho na do dil y r u allowing sumbody to give u punishment actually lov means giving pain to urself so stay away frm lov
@queenzeher yaa dear so to hai islye dil apnay pas hy rakho na do dil y r u allowing sumbody to give u punishment actually lov means giving pain to urself so stay away frm lov
ilovepepsi5 on Tuesday, April 12, 2011
thi song is from the movi mujhse shaadi kerogi
(rab kare mujhko bhi pyaar hojaye.RING A BELL)
genius...@chachu66
thi song is from the movi mujhse shaadi kerogi
(rab kare mujhko bhi pyaar hojaye.RING A BELL)
genius...@chachu66
Priyanka Patel on Saturday, February 16, 2013
its very heart torching song...for the lovers...who leave
each other.
its very heart torching song...for the lovers...who leave
each other.
md ar salan on Thursday, November 12, 2015
life me attitude rahna zaroori h warna dil ki bat status pe likh ni hoti h
life me attitude rahna zaroori h warna dil ki bat status pe likh ni hoti h
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films

yeah i like this song but yo song sunna lai yati thulo heart ma sanga
chaina cuz its really really heart touching song kaluu(angmo)