Video of this song from youtube
Lamha Lamha (Male)
Lyrics of Lamha Lamha (Male)
lamha lamha duri yu pighalti hai
jane kis aag me yeh shabnam jalti hai
ho lamha lamha duri yu pighalti hai
jane kis aag me yeh shabnam jalti hai
khwahisho ki sham dhalati hain - (2)
jane kis aag me yeh shabnam jalti hai
la la la
teri aankhe dikhati hai, hame sapne sitaro ke ho ho ho
tere hotho pe likha hai, jo tum bole isharo me ho ho ho
khwabo ke karwan me rat chalati hai
jane kis aag me yeh shabnam jalti hain
la la la
behakti sham aayi hai, tujhe lekar ke baho me
tujhe chhu lu ke rakhu mai, chhupakar ke nigaho me
sharmati ithlati hai machalti hai
jane kis aag me yeh shabnam jalti hain
ho lamha lamha duri yu pighalti hai
jane kis aag me yeh shabnam jalti hai
khwahisho ki sham dhalati hain - (2)
jane kis aag me yeh shabnam jalti hai
la la la
jane kis aag me yeh shabnam jalti hai
ho lamha lamha duri yu pighalti hai
jane kis aag me yeh shabnam jalti hai
khwahisho ki sham dhalati hain - (2)
jane kis aag me yeh shabnam jalti hai
la la la
teri aankhe dikhati hai, hame sapne sitaro ke ho ho ho
tere hotho pe likha hai, jo tum bole isharo me ho ho ho
khwabo ke karwan me rat chalati hai
jane kis aag me yeh shabnam jalti hain
la la la
behakti sham aayi hai, tujhe lekar ke baho me
tujhe chhu lu ke rakhu mai, chhupakar ke nigaho me
sharmati ithlati hai machalti hai
jane kis aag me yeh shabnam jalti hain
ho lamha lamha duri yu pighalti hai
jane kis aag me yeh shabnam jalti hai
khwahisho ki sham dhalati hain - (2)
jane kis aag me yeh shabnam jalti hai
la la la
Comments on song "Lamha Lamha (Male)"
ereuroracer on Monday, October 17, 2011
Jungle me chaddar kaha se aaya?
Jungle me chaddar kaha se aaya?
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films

I like it the most when he goes and hits that receptionist. Well India is
supposed to be non-violent, but does not mean we will take any garbage. Way
to go.