Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
3.00 - 1 votes
Pop Songs
Video of this song from youtube
Lyrics of Lauta De Mujhko, Ab Tujhko Dhundhu Main Kahaan - लौटा दे मुझको फिर कोई वो गाँव वो सवेरा
lauta de mujhko phir koi wo gaaon wo savera
lauta de mujhko phir koi wo gaaon wo savera
ab yaad aa raha hai bhula hua woh chehra
ab tujhko dhundhu main kahaan
milta nahi woh aashiyaan
ab tujhko dhundhu main kahaan
milta nahi woh aashiyaan

natkhat si ek ladki kaagaz ki kashti lekar
baarish me bhigati thi mujhko bhi bhigoti thi
aaye jo phir wo baarish teri yaad lekar aaye
paagal ye mere dil ko bechain karke jaaye
ab tujhko dhundhu main kahaan
milta nahi woh aashiyaan
ab tujhko dhundhu main kahaan
milta nahi woh aashiyaan

bachpan ka pyaar mera
khoya tha yahi ek din
gar pyaar mein kashish hai
do dil milenge ek din
mere yaar se mila de khuda ehsaan hoga tera
ab yaad aa raha hai bhula hua woh chehra
ab tujhko dhundhu main kahaan
milta nahi woh aashiyaan
ab tujhko dhundhu main kahaan
milta nahi woh aashiyaan

lauta de mujhko phir koi wo gaaon wo savera
lauta de mujhko phir koi wo gaaon wo savera
ab yaad aa raha hai bhula hua woh chehra
ab tujhko dhundhu main kahaan
milta nahi woh aashiyaan
ab tujhko dhundhu main kahaan
milta nahi woh aashiyaan
lyrics of song Lauta De Mujhko, Ab Tujhko Dhundhu Main Kahaan
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer
Aankhon Ne Tujhko Dekha (2015)
MadhavNizamArvind Pandey
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type