Video of "Le Le Dil Ko Le Le Kismat Ke Hai Ye Mel" from YouTube
Le Le Dil Ko Le Le Kismat Ke Hai Ye Mel Video Thumbnail
Advertisement
Le Le Dil Ko Le Le Kismat Ke Hai Ye Mel - ले ले दिल को ले ले किस्मत के है ये मेल
Lyrics of Le Le Dil Ko Le Le Kismat Ke Hai Ye Mel - ले ले दिल को ले ले किस्मत के है ये मेल
le le dil ko le le kismat ke hai ye mel
kismat ke hai ye mel dil de ke le le le le
kismat ke hai ye mel kismat ke hai ye mel
dil de ke le le le le kismat ke hai ye mel

ye husn ye jawani ye aag aur ye pani
sab kuch tere liye hai aa teri maharbani
dil de ke le le le le kismat ke hai ye mel
kismat ke hai ye mel dil de ke le le le le
kismat ke hai ye mel

mahaka hua hai gulshan do char phul chun le
ye bat hai phate ki ae mere yaar sun le
dil de ke le le le le kismat ke hai ye mel
kismat ke hai ye mel dil de ke le le le le
kismat ke hai ye mel

duniya ka gam bhula de dil ka sanam leke
ho ja kisi pe sadke allah ka naam leke
dil de ke le le le le kismat ke hai ye mel
kismat ke hai ye mel dil de ke le le le le

le le dil ko le le kismat ke hai ye mel
kismat ke hai ye mel dil de ke le le le le
kismat ke hai ye mel kismat ke hai ye mel
dil de ke le le le le kismat ke hai ye mel
lyrics of song Le Le Dil Ko Le Le Kismat Ke Hai Ye Mel
Poetic Translation - Lyrics of Le Le Dil Ko Le Le Kismat Ke Hai Ye Mel - ले ले दिल को ले ले किस्मत के है ये मेल
Take the heart, take it, fate's embrace,
Fate's embrace, give your heart, and take, take, take.
Fate's embrace, fate's decree,
Give your heart, and take, take, take, fate's embrace.

This beauty, this youth, fire and water's play,
All is yours, come, and I will now obey.
Give your heart, and take, take, take, fate's embrace,
Fate's embrace, give your heart, and take, take, take,
Fate's embrace.

The garden blooms, pick a few flowers bright,
This is victory, my friend, hear my light.
Give your heart, and take, take, take, fate's embrace,
Fate's embrace, give your heart, and take, take, take,
Fate's embrace.

Forget the world's sorrows, take love's embrace,
Surrender to someone, in God's holy space.
Give your heart, and take, take, take, fate's embrace,
Fate's embrace, give your heart, and take, take, take.

Take the heart, take it, fate's embrace,
Fate's embrace, give your heart, and take, take, take.
Fate's embrace, fate's decree,
Give your heart, and take, take, take, fate's embrace.

Shahenshah (1953) - Movie Details
Film CastRanjan, Kamini Kaushal, K N Singh, Mukri, Agha, Ramesh Sippy, Shakila, Cuckoo, Achla Sachdev, Neeru SingerShamshad Begum, Talat Mahmood, Manna Dey, Asha Bhosle, Lata Mangeshkar LyricistSahir Ludhianvi Music ByS D Burman DirectorAmiya Chakraborty External LinksShahenshah at IMDB      
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement