Video of this song from youtube
Lehnga Mangava De Mere Babu - लेहंगा मंगवा दे मेरे बाबु
SingerUsha Mangeshkar, Asha Bhosle
Music bySonik Omi
LyricistShakeel Badayuni
Actor
CategoryFolk Songs
MovieBeti (1969)
Lyrics of Lehnga Mangava De Mere Babu - लेहंगा मंगवा दे मेरे बाबु
lahanga mangwa de mere babu mangwade re chaila aaj nainital se

lahanga padega bada mahanga jara bach ke rahiyo mardo ki chal se

manu sakhi ri kaise mai ye teri batiya, manu sakhi ri kaise
manu sakhi ri kaise mai ye teri batiya
pyar ki hi pooja karu mai to din ratiya
ye to ji ke rog hai jhuthe hai sare log ye
dil ko bachale inke jaal se

man le tu kahna mera dil ke khel chhod de, man le tu kahna mera
man le tu kahna mera dil ke khel chhod de
jhuthi chamak ho jisme aisa shisha tod de
kar kisi se pyar tu dekh fir bahar tu julfe hata le gore gal se

aankho se chalke teri rang intzar ka, aankho se chalke teri
aankho se chalke teri rang intzar ka
mujhse chupa na bhaiya bhed apne pyar ka
aaj teri jit hai mujhko bhi prit hai
ghunghru mila le man ki tal se

Comments on song "Lehnga Mangava De Mere Babu"
learner125 on Friday, April 05, 2013
dont worry... aj mein lehnga nahin... burka mangan ayi haan... i need
shelter... aj is lepor ne hadd ton wadh kar ditti hai... going to stay
here... bring all the burkas u have... cover me...

Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films

Both the singers ie Asha & Usha on the same situation sung song jointly for
the film Shikari in 1963 under the music directon of G.S.Kohli and the
Lyric was Faraq Kesar, and the wording was : Mangey Hai Duaie Hamney sanam
ees dil ko dhadkna aa jai. The song was very much populared, the film was
not super hit only, but also established G.S.Kohli .