Video of this song from youtube
Lori (Slow) - लोरी (स्लो )
SingerShreya Ghoshal
Music byPuneet Dixit
LyricistShweta Bothra
Actor
Category
Movie1920: Horrors Of The Heart (2023)
Lyrics of Lori (Slow) - लोरी (स्लो )
aasmaan sa aanchal tujhko udaaun
jhilmil sitare aaa tujhko dikhaun
aasmaan sa aanchal tujhko udaaun
jhilmil sitare aaa tujhko dikhaun
raat ka andhera haathon se shipaun
aaja meri gudiya ik lori sunayun
lori sunayun,tujhko sulayun
aa chal chalein ek aisi jagah
kehri hai rehti hain pariyan yahaan
satrangi badal hawa mein ude
nanhi si kaliyon se khilta sama
titli ke pankhon pe tujhko bithaun
titli ke pankhon pe tujhko bithaun
khushiyon ki baarish mein tujhko bhigaun
raat ka andhera haathon se shipaun
aaja meri gudiya ik lori sunayun
lori sunayun,tujhko sulayun
jhilmil sitare aaa tujhko dikhaun
aasmaan sa aanchal tujhko udaaun
jhilmil sitare aaa tujhko dikhaun
raat ka andhera haathon se shipaun
aaja meri gudiya ik lori sunayun
lori sunayun,tujhko sulayun
aa chal chalein ek aisi jagah
kehri hai rehti hain pariyan yahaan
satrangi badal hawa mein ude
nanhi si kaliyon se khilta sama
titli ke pankhon pe tujhko bithaun
titli ke pankhon pe tujhko bithaun
khushiyon ki baarish mein tujhko bhigaun
raat ka andhera haathon se shipaun
aaja meri gudiya ik lori sunayun
lori sunayun,tujhko sulayun
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
