Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
3.00 - 1 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Maare Nainva Ke Baan - मारे नैनवा के बाण
jahan hum pe aashik hum tum pe aashik
ye dil humne tumko ataa kar diya
jhuka kar jabi ko tumhare kadam par
sanam humne tumko khuda kar diya hai

maare nainva ke baan, maare nainva ke baan
saiyaan taan taan taan, saiyaan taan taan taan
maare nainva ke baan, maare nainva ke baan
dhadke jiyra hamaar, dhadke jiyra hamaar
dhadke jiyra hamaar
jaaye jaan jaan jaan, jaaye jaan jaan jaan
maare nainva ke baan, maare nainva ke baan

koi kahe main phul hun van ka
koi kahe main phul hun van ka
koi kahe main chand gagan ka
koi kahe main chand gagan ka
main jaanu bas arth lagan ka
main to saiyaan ji ki jaan, maare nainva ke baan
saiyaan taan taan taan, saiyaan taan taan taan
maare nainva ke baan, maare nainva ke baan

ek humri madbhari najariya
ek humri madbhari najariya
duj asili humri umariya
duj asili humri umariya
ras ras chhalke prem gagriya
humri mithi muskaan, maare nainva ke baan
saiyaan taan taan taan, saiyaan taan taan taan
maare nainva ke baan, maare nainva ke baan

adhar piaya jab adhar pe dhar de
adhar piaya jab adhar pe dhar de
saans saans more khushbu bhar de
saans saans more khushbu bhar de
sawariya mohe pagal kar de
kar le bas more praan, maare nainva ke baan
saiyaan taan taan taan, saiyaan taan taan taan
maare nainva ke baan, maare nainva ke baan
dhadke jiyra hamaar, dhadke jiyra hamaar
dhadke jiyra hamaar
jaaye jaan jaan jaan, jaaye jaan jaan jaan
maare nainva ke baan, maare nainva ke baan
lyrics of song Maare Nainva Ke Baan
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Bazaar-e-husn (2014)
Reshmi Ghosh, Jeet Goshwami, Om Puri, Yashpal Sharma, Rajeshwari Sachdev, Rajeev Varma, Savita PrabhuneMaya Govind, Ahmed WasiKhayyamAjay MehraA K MishraBazaar-e-husn at IMDB      Bazaar-e-husn at YouTube     |    Bazaar-e-husn at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type