Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.33 - 3 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Maaro Na Nainanwa Ke Baan - मारों ना नयनवा के बाण
maro na naynwa ke baan haye main sadke jawa
maro na naynwa ke baan haye main sadke jawa
maro na naynwa ke baan
maro na naynwa ke baan haye main sadke jawa
maro na naynwa ke baan main sadke jawa
chupke se aaya karo chupke se
chupke se aaya karo chupke se jaya karo
gali pe meri aake git na gaya karo
siti na bajaya karo siti na bajaya karo
duniya badi hai beiman
duniya badi hai beiman haye main sadke jawa
maro na naynwa ke baan main sadke jawa

dil me siva tumhare koi na aayega
dil ke bangle pe mere pahra lag jayega
dil me siva tumhare koi na aayega
dil ke bangle pe mere pahra lag jayega
khade kardungi do darban
khade kardungi do darban haye main sadke jawa
maro na naynwa ke baan main sadke jawa

neha laga ke mujh se char chaubis na karna
neha laga ke mujh se char chaubis na karna
mehndi hu aap saja li mere gusse se drna
mere gusse se darna
lafde me pad jayegi jaan haye main sadke jawa
maro na naynwa ke baan main sadke jawa
kam hai gana mera rihana nam mera
kam hai gana mera rihana nam mera
mera pata hai dilgistan
mera pata hai dilgistan haye main sadke jawa
maro na naynwa ke baan main sadke jawa
lyrics of song Maaro Na Nainanwa Ke Baan
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Nirdosh (1950)
Shyam, Rehana, Kuldip Kaur, K N Singh, S L Puri, Misra, S M AbbasShamshad Begum, Satish Batra, Lata Mangeshkar, Meena KapoorAsad Bhopali, S H Bihari, Raja Mehdi Ali KhanShyam SurenderNajam NaqviNirdosh at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type