Video of this song from youtube
Advertisement
Maati Ka Palang - माटी के पलंग
SingerSamira Koppikar
Music bySamira Koppikar
LyricistNeeraj Rajawat
ActorAnushka Sharma, Neil Bhoopalam, Darshan Kumaar
CategoryMotivational Songs, Pop Songs
MovieNH 10 (2015)
Lyrics of Maati Ka Palang - माटी के पलंग
maati ke khwab saare maati ke ang
paani ke sang bahe jeevan ke rang
maaya hai jeet saari maaya hai ye jang
aakhri manzil sabhi ki
maati ka palang, maati ka palang
maati ka palang, maati ka palang
sau sau ke paale the samay ki patri se utar jaaye
nabzo ke galiyare tukdo me bikhre saare
maati ka makan to hai kachha sa
dhul me milega katra katra
ittraye raahi kaahe tu kaisa ghamand
reete kaaya dhalti chhaya aisa niyam
jaate huyi thi boli kati patang
aakhri manzil sabhi ki
maati ka palang, maati ka palang
maati ka palang, maati ka palang
paani ke sang bahe jeevan ke rang
maaya hai jeet saari maaya hai ye jang
aakhri manzil sabhi ki
maati ka palang, maati ka palang
maati ka palang, maati ka palang
sau sau ke paale the samay ki patri se utar jaaye
nabzo ke galiyare tukdo me bikhre saare
maati ka makan to hai kachha sa
dhul me milega katra katra
ittraye raahi kaahe tu kaisa ghamand
reete kaaya dhalti chhaya aisa niyam
jaate huyi thi boli kati patang
aakhri manzil sabhi ki
maati ka palang, maati ka palang
maati ka palang, maati ka palang
Comments on song "Maati Ka Palang"
Zulfiqar Rizvi on Saturday, May 02, 2015
Best song of NH10
Best song of NH10
sandeep singh on Wednesday, May 13, 2015
very nice song
very nice song
NH 10 (2015) - Movie Details
Film CastAnushka Sharma, Neil Bhoopalam, Darshan KumaarSingerKanika Kapoor, Dipanshu Pandit, Mohit Chauhan, Nayantara Bhatkal, Savera Mehta, Neeti Mohan, Samira Koppikar, Shilpa Rao, Rachel Varghese, Arijit SinghLyricistKumaar, Abhiruchi Chand, Manoj Tapadia, Neeraj Rajawat, Varun GroverMusic BySavera Mehta, Ayush Shrestha, Samira Koppikar, Bann, Abhiruchi Chand, Sanjeev - Darshan, Bann ChakrabortyDirectorNavdeep SinghProducerKrishika Lulla, Anushka Sharma, Karnesh Sharma, Vikas Bahl, Vikramaditya Motwane, Anurag KashyapExternal LinksNH 10 at IMDB NH 10 at WikipediaYouTubeNH 10 at YT NH 10 at YT(2)
Advertisement
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name ((Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement


amazing Lyrics. amazing Voice