Video of this song from youtube
Maati Ko Maa Kehte Hain - माती को माँ कहते हैं
SingerSonu Nigam, Rochak Kohli
Music byRochak Kohli
LyricistManoj Muntashir
Actor
Category
MovieMission Majnu (2023)
Lyrics of Maati Ko Maa Kehte Hain - माती को माँ कहते हैं
ambar tale jag rahe hum tere aanchal tale rehte hain

duniya mein hum hi akele hain jo
maati ko maa kehte hain maati ko maa kehte hain
hmm hmm
jaage tere liye saari umar tu hi aana sulane humein
sar tera uncha rahe aye watan koyi jaane na jaane humein

koyi jaane na jaane humein
ho khushbu ke jaise hawaon mein hum
gumnaam se behte hain
khushbu ke jaise hawaon mein hum
gumnaam se behte hain
duniya mein hum hi akele hain jo
maati ko maa kehte hai maati ko maa kehte hai
jismon par vardi na kaandhe sitaare
jismon par vardi na kaandhe sitaare
na jhande jhukenge zikar pe humare
par jaan nisaari ki jab baat hogi
aage milenge kataron mein hum
toh kya zameen pe rahein na rahein
muskurayenge taaron mein hum
muskurayenge taaron mein hum
woh baag hansta rahe hum jise
hindustan kehte hain

maati ko maa kehte hai hum maati ko maa kehte hai

hum maati ko maa kehte hai maati ko maa kehte hai

maati ko maa kehte hai

Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films