Video of this song from youtube
Madhosh Teri Aankhe Bamisal Teri Aakhe - मदहोश तेरी आँखे बेमिसाल तेरी आँखे
Lyrics of Madhosh Teri Aankhe Bamisal Teri Aakhe - मदहोश तेरी आँखे बेमिसाल तेरी आँखे
la la la teri ankhein
la la la teri ankhein
madhosh teri ankhein bemisal teri ankhein
madhosh teri ankhein bemisal teri ankhein
mahbub to kaya jane hai kamal teri ankhein
madhosh teri ankhein bamisal teri ankhein
madhosh teri ankhein bamisal teri ankhein
mahbub tu kya jane hai kamal teri ankhein

maine dekha pyar ka sagar teri ankhon me
maine dekha pyar ka sagar teri ankhon me
tune kya dekha hai dilwar meri ankhon me
ho pyar ke kuch sapne saje
milne ke armaa jage
karne lagi hai mujhse kuch sawal mujhse
madhosh teri ankhein bamisal teri ankhein

mere sapno ka jo ghar hai teri ankhein hai
mere sapno ka jo ghar hai teri ankhein hai
jiwan ki sari khusiya bas teri ankhein hai
ho dil ki hai chahat meri
ban jau dhadkan teri
mujhse bana rahi hai ek rista teri ankhein
madhosh teri ankhe bamisal teri ankhein
madhosh teri ankhe bamisal teri ankhein
mahbub to kaya jane hai kamal teri ankhein
lyrics of song Madhosh Teri Aankhe Bamisal Teri Aakhe
Comments on song "Madhosh Teri Aankhe Bamisal Teri Aakhe"
rizwan6464876 on Sunday, December 11, 2011
nice song 03418335201
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films