Video of this song from youtube
Advertisement
Madhoshi Me Tanhayi Me - मदहोशी में तन्हाई में
screen shot of song - Madhoshi Me Tanhayi Me
Singer Music by Lyricist Actor Category Movie
Lyrics of Madhoshi Me Tanhayi Me - मदहोशी में तन्हाई में
madhoshi me tanhayi me angdayi me ab husn nakab uthata hai
tab koi kisi ka ho hi jata hai
tab koi kisi ka ho hi jata hai
khamoshi me tanhayi me jab ishk nashe me aata hai
tab koi kisi ka ho hi jata hai
tab koi kisi ka ho hi jata hai

do din ki zindagi sanam na sath chodna aji sath chodna
tere liye aaye hai hum na hath chodna aji na hath chodna
samjhne lage hai tumhari najar ko hum
aji kis bat ka hai gum dhire se dil ke taro pe jab
pyar ka bulbul gata hai ha pyar ka bulbul gata hai
tab koi kisi ka ho hi jata hai
tab koi kisi ka ho hi jata hai

sanam suno ek bat apni pahli mulakat
sanam suno ek bat apni pahli mulakat
gujar jaye na rat gujar jaye na rat
kya rat ki aukat chuda jaye jo hath
kya rat ki aukat chuda jaye jo hath
jab hum tumhare sath ek najar idhar ek najar udhar
jab haar bhi khusbu pata hai jab haar bhi khusbu pata hai
tab koi kisi ka ho hi jata hai
tab koi kisi ka ho hi jata hai

madhoshi me angdayi me khamoshi me tanhayi me
jab ishk nashe me aata hai
jab husn nakab uthata hai
tab koi kisi ka ho hi jata hai
tab koi kisi ka ho hi jata hai
madhoshi me angdayi me khamoshi me tanhayi me
jab ishk nashe me aata hai
jab husn nakab uthata hai
tab koi kisi ka ho hi jata hai
tab koi kisi ka ho hi jata hai
lyrics of song Madhoshi Me Tanhayi Me
Advertisement
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement