Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
1.50 - 2 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Madhoshiya Hai Tanhaiya Hai - मदहोशियाँ है तन्हाईयाँ है
madhosiya hai tanhaiya hai
baho me aao sajan o sajan
jhil si gehri aankho me teri
aa dub jau sanam o sanam
saanso me samil kar do tum saanso
kano me keh do tum dil ki baate
ye duriya tum mita do tumhe hai kasam
madhosiya hai tanhaiya hai
baho me aao sajan o sajan

tune chua aisa laga jaise koi jadu chala
mai to diwani hui teri o sajan ho milan
hotho ki lali chura lunga janam
ye dil tera aashiq hua
aisi nigaho se dekha hai tune
chaya hai mujhpe nasha hi nasha
ye kya hua jara jara sa dard hai dil me pyar ka
madhosiya hai tanhaiya hai
baho me aao sajan o sajan

aanchal tera tan se uda pagal mera dil ye hua
chhodo bhi ab ye sharm ye sharm o sanam
ji chahta ke baho me teri sara jahan mai bhula du
tu kahe to tere liye mai jaan bhi apni luta
mere piya kabhi na bhul payenge ham aaj ka milan
madhosiya hai tanhaiya hai
baho me aao sajan o sajan
jhil si gehri aankho me teri
aa dub jau sanam o sanam
saanso me shamil kar do tum saanse
kano me keh do tum dil ki baate
ye duriya tum mita do tumhe hai kasam
lyrics of song Madhoshiya Hai Tanhaiya Hai
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Basti (2003)
Sameer Soni, Faisal Khan, Kulbhushan Kharbanda, Sadashiv Amrapurkar, Sanober Kabir, Govind Namdeo, Sheeba, Rajendra Gupta, Pramod Moutho, Liyaqat Bari, Brij Gopal, Kader Khan, Ram Mohan, Shama SikanderSunidhi Chauhan, Alka Yagnik, Vinod Rathod, Poornima, Udit NarayanSudhakar Sharma, Anwar SagarMilind SagarTarun WadhwaBasti at IMDB      Basti at Wikipedia
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type