Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
3.00 - 1 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Madhuban Mein Naa Shyam Bulaao - मधुबन में ना श्याम बुलाओ
madhuban me
madhuban me na shyam bulaao
madhuban me na shyam bulaao
madhuban me na shyam bulaao
madhuban me na shyam bulaao
mujh me nahi bal jane ka
jor hai tum me to aane ka
mujh me nahi bal jane ka
jor hai tum me to aane ka
bebas ko duniya thukrati
bebas ko duniya thukrati
tum to nahi thukrao madhuban me
madhuban me na shyam bulaao
madhuban me na shyam bulaao

jis man me tumhara pyar basa
wo suna man gulzaar bana
jis man me tumhara pyar basa
wo suna man gulzaar bana
tum basant ban kar aao
tum basant ban kar aao
madhuban me na shyam bulaao
madhuban me na shyam bulaao
madhuban me na shyam bulaao

jag me daya ki dhum tumhari
jag me daya ki dhum tumhari
phir kyu tadape aankh humari phir kyu
phir kyu tadape aankh humari
jivan dwar to band hona hai
jivan dwar to band hona hai
ab na raah dikhao
madhuban me na shyam bulaao
madhuban me na shyam bulaao
madhuban me na shyam bulaao
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer
Geets Of Hemant Kumar (1980)
Hemant KumarFaiyyaz Hashmi, Gulzar, Santosh Singh, Hasrat Jaipuri, S H Bihari, Ravi Shankar SharmaKamal Dasgupta, Hemant Kumar, Tarasam Lal, Ravi Shankar Sharma
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type