Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
3.60 - 10 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Mai Abhi Kunwara Hu - मैं अभी कंवारा हूँ
tere nain hai kaise dekh na aise
mujhe chhed na aise
tere nain hai kaise dekh na aise
mujhe chhed na aise
ek chingari hu main abhi kunwari hu
ek chingari hu main abhi kunwari hu
o tere nain hai kaise dekh na aise
mujhe chhed na aise
tere nain hai kaise dekh na aise
mujhe chhed na aise
ek angara hu main abhi kunwara hu
ek angara hu main abhi kunwara hu

dil mera dhadka mat dena
shole ko bhadka mat dena
meri tauba hasina sawan ka mahina
mujhe aaye pasina
are sharam ka maara hu
main abhi kunwara hu
sharam ka maara hu
main abhi kunwari hu

kitna bhi majbur rahunga
par main tujhse dur rahunga
kitna bhi majbur rahunga
par main tujhse dur rahunga
mukh mod na lena kahin chhod na dena
mujhe tod na dena
kasam tumhari hu
main abhi kunwara hu
ek angara hu main abhi kunwara hu

dono taraf ye aag lagi hai
main bhi jala hu tu bhi jali hai
o dono taraf ye aag lagi hai
main bhi jala hu tu bhi jali hai
tera mera fasana jane sara zamana
main hu tera diwana
tera pujari hu
main abhi kunwari hu
are tera pujari hu
main abhi kunwari hu

tere nain hai kaise mujhe dekh na aise
mujhe dekh na aise
ek angara hu main abhi kunwara hu
ek angara hu main abhi kunwara hu
main abhi kunwari hu
par main bhi to kunwara hu
main abhi kunwari hu
par main bhi to kunwara hu
lyrics of song Mai Abhi Kunwara Hu
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Aasmaan (1984)
Rajeev Kapoor, Tina Munim, Divya Rana, Mala Sinha, Arun Govil, Roopesh Kumar, Rajni Sharma, SarikaRajeev Kapoor, Asha Bhosle, Kishore Kumar, Dilraj KaurAnand BakshiAnu MalikTonyTitoAasmaan at IMDB      Aasmaan at WikipediaAasmaan at YouTube    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type