Video of this song from youtube
Mai Ban Ki Bholi Gavalniya - मैं बन की भोली गवालनिया
SingerLata Mangeshkar
Music bySudhir Phadke
LyricistNarendra Sharma
Actor
Category
MovieRatna Ghar (1955)
Lyrics of Mai Ban Ki Bholi Gavalniya - मैं बन की भोली गवालनिया
mai ban ki bholi gavalniya
mai ban ki bholi gavalniya
o shyam teri ban jaungi
ghanshyam teri ban jaungi
teri mithi mithi murli par
teri mithi mithi murli par
mai savan ban kar mandraungi
ghanshyam teri ban jaungi
maine tere liye singar kiya
maine tere liye singar kiya
aur naino ko tujh par war diya
jana na kabhi maine pahle
jana na kabhi maine pahle
mai git prit ke gaungi
ghanshyam teri ban jaungi
o ghanshyam teri ban jaungi
mai ras ki gagariya
mai ras ki gagariya
se bhig gayi mai bhig gayi
jivan me pahli bar aaj
jivan me pahli bar aaj
mai apne se sharmaungi
ghanshyam teri ban jaungi
o ghanshyam teri ban jaungi
mai ban ki kali aur ban me pali
kabhi dekhi nahi pritam ki gali
kabhi dekhi nahi pritam ki gali
kab darash milega mohan ka
kab darash milega mohan ka
kab mohan par bali jaungi
ghanshyam teri ban jaungi
mai ban ki bholi gavalniya
mai ban ki bholi gavalniya
mai ban ki bholi gavalniya
o shyam teri ban jaungi
ghanshyam teri ban jaungi
teri mithi mithi murli par
teri mithi mithi murli par
mai savan ban kar mandraungi
ghanshyam teri ban jaungi
maine tere liye singar kiya
maine tere liye singar kiya
aur naino ko tujh par war diya
jana na kabhi maine pahle
jana na kabhi maine pahle
mai git prit ke gaungi
ghanshyam teri ban jaungi
o ghanshyam teri ban jaungi
mai ras ki gagariya
mai ras ki gagariya
se bhig gayi mai bhig gayi
jivan me pahli bar aaj
jivan me pahli bar aaj
mai apne se sharmaungi
ghanshyam teri ban jaungi
o ghanshyam teri ban jaungi
mai ban ki kali aur ban me pali
kabhi dekhi nahi pritam ki gali
kabhi dekhi nahi pritam ki gali
kab darash milega mohan ka
kab darash milega mohan ka
kab mohan par bali jaungi
ghanshyam teri ban jaungi
mai ban ki bholi gavalniya
mai ban ki bholi gavalniya
Comments on song "Mai Ban Ki Bholi Gavalniya"
TheAnupam77 on Sunday, March 23, 2014
Bahut bahu shukriya Rajivji...You have introduced us to a very very rare
song and yet too in very good quality. It hurts to find no comment so far
...!! Kya hota ja raha hai logo ke taste ko?? Aap to apna kartavya karte
jaiye. Qadardanon ki kami nahi. Thanks.
Bahut bahu shukriya Rajivji...You have introduced us to a very very rare
song and yet too in very good quality. It hurts to find no comment so far
...!! Kya hota ja raha hai logo ke taste ko?? Aap to apna kartavya karte
jaiye. Qadardanon ki kami nahi. Thanks.
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films


Film cast: Raha Paranjpe, Shakuntala Paranjpye, Lalita Pawar
Singer: Lata Mangeshkar
Lyricist: Narendra Sharma
Music Director: Sudhir Phadke
Film Director: Yashwant Pethakar
Film Producer: Sudhir Phadke