Video of this song from youtube
Mai Bhi Jawan Hu, Tu Bhi Jawan Hai - मैं अभी जवां हू तू भी जवां है
Lyrics of Mai Bhi Jawan Hu, Tu Bhi Jawan Hai - मैं अभी जवां हू तू भी जवां है
mai abhi jawa hu tu bhi jawa hai
pyasa sama hai aa bhi ja
mai abhi jawa hu tu bhi jawa hai
pyasa sama hai aa bhi ja aa bhi ja

raat hai labo pe sharab hai
sath me machalta shabaab hai
sare gam bhool ja pyas dil ki bujha aa bhi ja
mai abhi jawa hu tu bhi jawa hai
pyasa sama hai aa bhi ja aa bhi ja

bhigte najaro ka le maza
bhigte najaro ka le maza
aa jara baharo ka le maza
jal raha tan badan kaisi hai ye chubhan aa bhi ja
mai abhi jawa hu tu bhi jawa hai
pyasa sama hai aa bhi ja aa bhi ja

hamnashi kahi pyaasi raat me
do jawa mile ek sath me
door kaise rhe dard kaise sahe aa bhi ja
mai abhi jawa hu tu bhi jawa hai
pyasa sama hai aa bhi ja aa bhi ja
mai abhi jawa hu tu bhi jawa hai
pyasa sama hai aa bhi ja aa bhi ja
lyrics of song Mai Bhi Jawan Hu, Tu Bhi Jawan Hai
Comments on song "Mai Bhi Jawan Hu, Tu Bhi Jawan Hai"
Ajay Kotecha on Monday, May 21, 2012
Love the music.Reminds me of my childhood.Fortunately,I have these songs on
video(Naye Naghme 9).
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films