Lyrics of Mai Chahta Bhi Yahi Tha Vo Bewfa Nikle - मैं चाहता भी यही था वो बेवफ़ा निकले
main chahta bhi yahi tha wo bewafa nikle
main chahta bhi yahi tha wo bewafa nikle
use samajhne ka koi to
use samajhne ka koi to silsila nikle
main chahta bhi yahi tha wo bewafa nikle
kitaab e maazi ki panne ulat ke dekh zara
kitaab e maazi ki panne ulat ke dekh zara
na jaane kaun sa panna muda hua nikle
na jaane kaun sa panna muda hua nikle
jo dekhne me bahut hi karib lagta hai
jo dekhne me bahut hi karib lagta hai
usi ke baare me socho to fasila nikle
usi ke baare me socho to fasila nikle
use samajhne ka koi to silsila nikle
use samajhne ka koi to silsila nikle
main chahta bhi yahi tha wo bewafa nikle
Kitaab-e-maazi ke panne ulat-ke dekh zaraa, Na jaane kaunsaa panna mudaa
hua nikaley, Jo dekhane-mein bahot-hi qareeb lagataa hay, Useeke bare-mein
socho to fasalaa nikaley,...beautiful, soulful lyrics.And only
Ghazal-jeet Singh's mesmerizing voice can do true justice to them...Love
to listen to it...again and again.