Video of this song from youtube
Mai Chala - किसी रोशनी के किनारे
SingerWajhi Farooki
Music byRaeth
LyricistWajhi Farooki
Actor
CategoryPop Songs
MovieHum Yaadon Ke Sang (Album) (2010)
Lyrics of Mai Chala - किसी रोशनी के किनारे
kisi roshni ke kinare
mujhe apni aur pukaare
ek aas hai aur yakeen hai
meri zindagi yu chali ki main chala
main chala main chala
main challaa
sang aasmaan hai yeh zameen
saare jahan ki khushiyan liye
kabhi is dagar, kabhi us dagar
hamein nahi hai koi fikar
bas geet yeh gungunatey
khushiyon ke sang hai yeh gaatey
ek aas hai aur yakeen hai
meri zindagi yu chali ki main chala
main chala main chala
main chala
dil mein josh hai ab na hosh hai
chodo na kal ki kise hai fikar
jee lo aaj mein
dil ki baat mein
hona hai jo bhi hone do
bas geet yeh gungunatey
khushiyon ke sang hai yeh gaatey
ek aas hai aur yakeen hai
meri zindagi yu chali ki main chala
main chala main chala
main challaa he yeh hi yeh he he
main challaa
main challaa yeh hi yeh he he
Yeh hi yeh he he main chala
mujhe apni aur pukaare
ek aas hai aur yakeen hai
meri zindagi yu chali ki main chala
main chala main chala
main challaa
sang aasmaan hai yeh zameen
saare jahan ki khushiyan liye
kabhi is dagar, kabhi us dagar
hamein nahi hai koi fikar
bas geet yeh gungunatey
khushiyon ke sang hai yeh gaatey
ek aas hai aur yakeen hai
meri zindagi yu chali ki main chala
main chala main chala
main chala
dil mein josh hai ab na hosh hai
chodo na kal ki kise hai fikar
jee lo aaj mein
dil ki baat mein
hona hai jo bhi hone do
bas geet yeh gungunatey
khushiyon ke sang hai yeh gaatey
ek aas hai aur yakeen hai
meri zindagi yu chali ki main chala
main chala main chala
main challaa he yeh hi yeh he he
main challaa
main challaa yeh hi yeh he he
Yeh hi yeh he he main chala
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films

