Video of this song from youtube
Aa Mai Gul Badan (2) - आ मैं गुल बदन
SingerUsha Uthup
Music byBappi Lahiri
LyricistGauhar Kanpuri
ActorJeetendra, Rekha
Category
MovieLocket (1986)
Lyrics of Aa Mai Gul Badan (2) - आ मैं गुल बदन
aa main gul badan
aa main hu chaman
gulabi chehra labo pe lali
nashili aankhe ye zulfe kali
beutiful sundram dilnashi
aa main gul badan
aa main hu chaman
hasi ye raat ye baat phir kaha
tera mera ye sath phir kaha
hasi ye raat ye baat phir kaha
tera mera ye sath phir kaha
jawa dilo ki jawa bate
phir jaha mein kaha ye rate
beutiful sundram dilnashi
aa main gul badan
aa main hu chaman
hain pal do pal ke ye zindagi
lagi bujha na kar dillagi
hain pal do pal ke ye zindagi
lagi bujha na kar dillagi
meri adaye teri jawani
bana le koi nayi kahani
beutiful sundram dilnashi
aa main gul badan
aa main hu chaman
sanam haya sharam chhod de
bharam na kar kasam tod de
sanam haya sharam chhod de
bharam na kar kasam tod de
noor hu main na tu farista
hai tera mera bas ek rishta
beutiful sundram dilnashi
aa main gul badan
aa main hu chaman
aa main hu chaman
gulabi chehra labo pe lali
nashili aankhe ye zulfe kali
beutiful sundram dilnashi
aa main gul badan
aa main hu chaman
hasi ye raat ye baat phir kaha
tera mera ye sath phir kaha
hasi ye raat ye baat phir kaha
tera mera ye sath phir kaha
jawa dilo ki jawa bate
phir jaha mein kaha ye rate
beutiful sundram dilnashi
aa main gul badan
aa main hu chaman
hain pal do pal ke ye zindagi
lagi bujha na kar dillagi
hain pal do pal ke ye zindagi
lagi bujha na kar dillagi
meri adaye teri jawani
bana le koi nayi kahani
beutiful sundram dilnashi
aa main gul badan
aa main hu chaman
sanam haya sharam chhod de
bharam na kar kasam tod de
sanam haya sharam chhod de
bharam na kar kasam tod de
noor hu main na tu farista
hai tera mera bas ek rishta
beutiful sundram dilnashi
aa main gul badan
aa main hu chaman
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
