Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
3.00 - 1 votes
Ghazals
Video of this song from youtube
Lyrics of Mai Kash Ke Pathar Hota - मैं काश की पत्थर होता
main kash ki patthar hota
main kash ki patthar hota
main kash ki patthar hota
main kash ki patthar hota
main kash ki patthar hota
main kash ki patthar hota
tere dar pe pada rehta main sada
tere dar pe pada rehta main sada
koi shikwa na lab par hota
main kash ki patthar hota
main kash ki patthar hota

sine pe tere kadmon ki nishaan
padte rehte padte rehte
sine pe tere kadmon ki nishaan
padte rehte padte rehte
poore hote mere armaan
aur zakhm sabhi bharte rehte
aur zakhm sabhi bharte rehte
hoti rehti yun khwabon si
hoti rehti yun khwabon si
kya apna muqaddar hota
main kash ki patthar hota
main kash ki patthar hota
tere dar pe pada rehta main sada
tere dar pe pada rehta main sada
koi shikwa na lab par hota
hota hota hota hota
main kash ki patthar hota
main kash ki patthar hota

sapne hi na hote to
sapno ki lutane ki shikayat kya hoti
sapne hi na hote to
sapno ki lutane ki shikayat kya hoti
gairo ki adavat kyun chubhati
aur teri mohabbat kya hoti
aur teri mohabbat kya hoti
phir tera karam aur zulmo sitam
phir tera karam aur zulmo sitam
sab ek barabar hota
main kash ki patthar hota
main kash ki patthar hota
tere dar pe pada rehta main sada
tere dar pe pada rehta main sada
koi shikwa na lab par hota
main kash ki patthar hota
main kash ki patthar hota
main kash ki patthar hota
main kash ki patthar hota
lyrics of song Mai Kash Ke Pathar Hota
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer
Awara Dhooan (Album) (2011)
Anup Jalota Anup Jalota
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type