Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.27 - 11 votes
Shikwa Shikayat Songs
Video of this song from youtube
Lyrics of Mai Nahi Manunga Mati Ke Putle Ko Bhagwan - मैं नहीं मानूंगा माटी के पुतले को भगवान
lakh bar dhikar tujh par o nirlaj insan
jhuk gaya atyachar ke aage tera dhrm iman
main nahi manunga main nahi manunga mati ke putale ko bhagwan
tum chaho to kayar ban kar sah lo ye apman
main nahi manunga

jinko bal ka man hai unse kahdo ye ja kar
jinko bal ka man hai unse kahdo ye ja kar
kat sakta hai jhuk nahi sakta bal kavi ka sar
main karta hun aaj bhare bajar me ye ailan
main nahi manunga mati ke putale ko bhagwan
tum chaho to kayar ban kar sah lo ye apman
main nahi manunga

mera bhagwan wo hai jiski rachna hai sansar
mera bhagwan wo hai jiski rachna hai sansar
mera bhagwan wo hai jo sab ka palanhar
us bhagwan ke badale kaise le lu ye shaitan
main nahi manunga mati ke putale ko bhagwan
tum chaho to kayar ban kar sah lo ye apman
main nahi manunga

kitne kans aur kitne ravan is dharti par aaye
kitne kans aur kitne ravan is dharti par aaye
kisi dusht ke aageprbhu ke bhagat na jhukne paye
dharm raha hai dharm rahega prithwi par balwan
main nahi manunga mati ke putale ko bhagwan
tum chaho to kayar ban kar sah lo ye apman
main nahi manunga main nahi manunga
lyrics of song Mai Nahi Manunga Mati Ke Putle Ko Bhagwan
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Chandrakanta (1956)
Bharat Bhushan, Bina Roy, Bipin Gupta, Hiralal, B M VyasMohammed RafiSahir LudhianviN DuttaG P SippyChandrakanta at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type