Video of this song from youtube
Lyrics of Mai To Chhuriyo Ki Dhar Pe Karti Hu Pyar, Meri Najare Hai Teer - मैं तो छुरियों की धार पे करती हूँ प्यार, मेरी नजरे है तीर
ae jara bachke mai to churiyo ki dhar pe
mai to churiyo ki dhar pe karti hu pyar
meri najre hai teer meri palke katar o jara sochke
o jara sochke samjhke hona taiyar karne ko pyar
ho mai hu sholo ka aashik tufano ka yar
ho mai hu sholo ka aashik tufano ka yar
mujhe phulo se nafrat hai kato se pyar tu bhi sochke
tu bhi sochke samjhake hona taiyar karne ko pyar

ho ye magrur jawani meri jidhar bhi najar uthaye
ho ye magrur jawani meri jidhar bhi najar uthaye
purja purja karde dil ek jo mujhse takraye
mera husn jawan mera husn jawan jaise tikhi ho kaman
jaise luta jahan uthata tufan o jara soch ke
ho tu bhi sochke samjhake hona taiyar karne ko pyar

ho machal raha hai in aankho me tera husn or sabab
tu kahde to pi jau mai samjh ke isko sarab
ye jawani ka fatur ye jawani ka fatur kar dunga chur chur
tera tod ke garur tujhe paunga jarur tu bhi sochke
tu bhi sochke samjhake hona taiyar karne ko pyar
karne ko pyar karne ko pyar ha ha karne ko pyar
lyrics of song Mai To Chhuriyo Ki Dhar Pe Karti Hu Pyar, Meri Najare Hai Teer
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Ek Se Badhkar Ek (1976)
Raj Kumar, Sharmila Tagore, Helen, Naveen Nischol, Leena Chandavarkar, Ashok Kumar, Deven Verma, DavidAsha Bhosle, Kishore Kumar, Lata MangeshkarVerma MalikKalyanji AnandjiBrijBrijEk Se Badhkar Ek at IMDB      Ek Se Badhkar Ek at WikipediaEk Se Badhkar Ek at YouTube     |    Ek Se Badhkar Ek at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type