Video of this song from youtube
Main Banoon Nadi Main Banoon Kinara - मैं बनूँ नदी मैं बनूँ किनारा
Singer Music by Lyricist Actor Category Movie
Lyrics of Main Banoon Nadi Main Banoon Kinara - मैं बनूँ नदी मैं बनूँ किनारा
main banu nadi main banu kinara
main banu nadi main banu kinara
rakh le hum dono jiwan bhar
fir bhi mel humara
rakh le hum dono jiwan bhar
fir bhi mel humara
main banu nadi main banu kinara
main banu nadi main banu kinara

main paniharan ban jaun
to fir pani main ban jaun
main paniharan ban jaun
lekar apne man ki gagar
pani bharne aaun
lekar apne man ki gagar
pani bharne aaun
gagar mujhme aaye sajani
main gagar me jaun
gagar mujhme aaye sajani
main gagar me jaun
main banu nadi main banu kinara
main banu nadi main banu kinara

chandarmukhi main hun gagan me
mujhe na chhune paye
chandarmukhi main hun gagan me
mujhe na chhune paye
meri lahar lahar me sajani
agar tum ram jao
meri lahar lahar me sajani
agar tum ram jao
ram jao ram jao
lyrics of song Main Banoon Nadi Main Banoon Kinara
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films