Video of this song from youtube
Main Dhoondne Ko Zamaane Me Jab Wafa Nikla - Reprise - मैं ढूंढने को ज़माने में जब वफ़ा निकला
Lyrics of Main Dhoondne Ko Zamaane Me Jab Wafa Nikla - Reprise - मैं ढूंढने को ज़माने में जब वफ़ा निकला
aa ha aa ha aa ha aa
main dhundne ko zamane me jab wafa nikla
main dhundne ko zamane me jab wafa nikla
pata chala ke ghalat leke main pata nikla
pata chala ke ghalat leke main pata nikla
main dhundne ko zamane me jab wafa nikla
main dhundne ko zamane me jab wafa nikla
aa aa ha aa ha aa ha aa

jiske aane se muqammal ho gayi thi zindagi
dastake khushiyon ne di thi, mit gayi thi har kami
kyun bewajah di yeh saza, kyun khwaab de ke woh le gaya
jiye jo hum lage sitam, azaab aise woh de gaya
main dhundne ko uske dil me jo khuda nikla
main dhundne ko uske dil me jo khuda nikla
pata chala ke ghalat leke main pata nikla
pata chala ke galat leke main pata nikla
main dhundne ko zamane me jab wafa nikla
main dhundne ko zamane me jab wafa nikla aa
aa ha aa aa ha aa ha aa

dhundta tha ek pal me dil jise ye sau dafa
hai subah naraz us bin ruthi shaame din khafa
woh aaye na, le jaye na, haan uski yaade jo yaha
na raasta, na kuchh pata, main usko dhundhunga ab kaha
main dhundne jo kabhi jeene ki wajah nikla
main dhundne jo kabhi jeene ki wajah nikla
pata chala ke ghalat leke main pata nikla
pata chala ke ghalat leke main pata nikla
main dhundne ko zamane me jab wafa nikla
main dhundne ko zamane me jab wafa nikla aa
aa o aa woah hey aye ayee ye
lyrics of song Main Dhoondne Ko Zamaane Me Jab Wafa Nikla - Reprise
Comments on song "Main Dhoondne Ko Zamaane Me Jab Wafa Nikla - Reprise"
Raihan Sarker on Saturday, January 18, 2014
Arijit Singh is one of my Favorite singer. he is just too good...
Pari khan on Monday, January 13, 2014
lovely voice of arijit,,just adds magic to every song,,just too good :D
Inendra Kumar on Sunday, March 16, 2014
My fvrt song is tum hi ho... kasam se rula diya tha apki awaz
sundeep kd on Sunday, February 02, 2014
This guy Arijit Singh never cease to surprise us.Awesome songs
Inendra Kumar on Sunday, March 16, 2014
Apki awaz me kasish h yar jb bhi suno to khi kho jata hu khi
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films